प्रस्तुत पाठ एनसीईआरटी की कक्षा एक के पाठ्यक्रम में शामिल है।
हर दिन रीना सुबह जल्दी उठती है। उठकर बिस्तर को ठीक से लगाती है।
नीम की दातुन से अपने दाँत साफ़ करती है। साबुन से नहाकर रीना स्वच्छ कपड़े पहनती है।
वह अपने बाल में तेल लगाकर कंघी करती है। रीना माँ के बनाए पराठे और सब्ज़ी आनंद के साथ खाती है। रीना माँ के गले लगती है और फिर स्कूल जाती है।
स्कूल के रास्ते में रीना अपनी सहेली दीपा से मिलती है।
दोनों एक-दूसरे से सुप्रभात कहती हैं और हँसती-खेलती स्कूल जाती हैं।
स्कूल में प्रार्थना के बाद रीना अपनी कक्षा में जाती है। जैसे ही उनकी अध्यापिका कक्षा में आती हैं, सभी बच्चे खड़े हो जाते हैं और नमस्ते करते हैं। अध्यापिका मुस्कुराती हुई नमस्ते करती हैं।
रीना स्कूल में मन लगाकर पढ़ाई करती है।
वह अपनी सहेलियों के साथ खेलती है और थोड़ी शरारत भी करती है।
घर आकर वह हाथ-मुँह धोती है।
फिर वह अपनी स्कूल की सभी बातें अपने परिवार को बताती है।
रीना अपने प्यारे से छोटे भाई के साथ भी खेलती है।
रीना को रात को जल्दी ही नींद आ जाती है।
दादी प्यार से रीना को शुभ रात्रि कहकर सुला देती हैं।
har din rina subah jaldi uthti hai. uthkar bistar ko theek se lagti hai.
neem ki dukan se apne dost saaf karti hai. sabun se nahakar rina svachchh kapDe pahanti hai.
wo apne baal mein taal lagakar kanghi karti hai. rina maan ke banaye parathe aur sabzi anand ke saath khati hai. rina maan ke gale lagti hai aur phir skool jati hai.
skool ke raste mein rina apni saheli dipa se milti hai.
donon ek dusre se suprabhat kahti hain aur hansti khelti skool jati hain.
skool mein pararthna ke baad rina apni kaksha mein jati hai. jaise hi unki adhyapika kaksha mein aati hain, sabhi bachche khaDe ho jate hain aur namaste karte hain. adhyapika muskurati hui namaste karti hain.
rina skool mein man lagakar paDhai karti hai.
wo apni saheliyon ke saath khelti hai aur thoDi shararat bhi karti hai.
ghar aakar wo haath munh dhoti hai.
phir wo apni skool ki sabhi baten apne parivar ko batati hai.
rina apne pyare se chhote bhai ke saath bhi khelti hai.
rina ko raat ko jaldi hi neend aa jati hai.
dadi pyaar se rina ko shubh ratri kahkar sula deti hain.

हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।