जिस्म बड़ी नाज़ुक चीज़ है। छोटी-सी छुरी चमड़ा चीर देती है और जिस्म में हर कुछ जो ठोस है धराशायी हो जाता है। फ़ौज-पुलिस के गोली-डंडे ठोस हड्डियों को चूरमचूर कर देते हैं। विज्ञान में ठोस और द्रव का फ़र्क़ पढ़ते हैं, बहता तो पूरा जिस्म है। गोलियों से छलनी जिस्म में से ठोस सपने उड़ जाते हैं और किसी और नाज़ुक जिस्म में बस जाते हैं। धरती और आस्माँ भी नाज़ुक हैं। खरबों साल बाद आग का गोला जो सूरज है, ठोस दिखता गैस का बवंडर ख़त्म हो जाएगा। आख़िर में कोई नहीं जीतता, न इंसान, न आस्माँ। फ़ौज-पुलिस तो कभी नहीं जीतती।
सचमुच ठोस है वह जो हर किसी को नाज़ुक दिखता है—प्यार।
jism baDi nazuk cheez hai chhoti si chhuri chamDa cheer deti hai aur jism mein har kuch jo thos hai dharashayi ho jata hai fauj police ke goli DanDe thos haDDiyon ko churamchur kar dete hain wigyan mein thos aur draw ka farq paDhte hain, bahta to pura jism hai goliyon se chhalni jism mein se thos sapne uD jate hain aur kisi aur nazuk jism mein bus jate hain dharti aur asman bhi nazuk hain kharbon sal baad aag ka gola jo suraj hai, thos dikhta gas ka bawanDar khatm ho jayega akhir mein koi nahin jitta, na insan, na asman fauj police to kabhi nahin jitti
sachmuch thos hai wo jo har kisi ko nazuk dikhta hai—pyar

हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।