मेरे माथे पर पौ फटी
उषा ने आलोक वर्षण किया।
रक्तिम किरणों ने आकर
मेरे नयनों को जागृति दी।
आलस्य दूर हुआ;
मैं उठा मानो एक तूफ़ान जाग उठा।
मुझे अपनी शक्ति फ़ौलाद के समान प्रतीत हुई।
घोर नरक का संहार कर
मैंने स्वर्गपुरियों का निर्माण किया।
यमदृत को नाथ कर, उसकी बागे
लोगों के हाथ में दे दी।
मैं सदा धधकती ज्वाला पर
शीतल बूँदे बरसाता रहा।
वे ही आग में भस्मीभूत हुए जो मुझे जलाने आए थे
मेरे कृष्ण की सुनीति
कपट-नीति को चुनौती दे रही है।
यह चुनौती देती है उन्हें जो किसी की मान-मर्यादा लूटते हैं
अथवा किसी का स्वत्व हरण करते हैं।
यह सदा सत्य का पक्ष लेती है
और नीर-क्षीर विवेचन करती है
मैं उस नीति का उत्तराधिकारी हूँ, मुझे उस पर अपरिसीम गर्व है।
मेरे बुद्धदेव की अहिंसा
मेरे भिक्षुओं द्वारा है वितरित
मेरे नानक की वाणी
अत्याचारियों को फटकार रही है
विश्व-भर से मैत्री संबंध
मेरे देवता स्थापित कर रहे हैं
मैं कोटि-कोटि का स्नेही, मुझे अकेला मत समझो
मैं कभी सराहता नहीं
आक्रमण, युद्ध, बल-प्रयोग
मैं सदा शांति चाहता रहा हूँ
इतिहास साक्षी है।
जहाँ सब मिलकर बैठते हैं
वही मेरा गंतव्य है
जीवन-प्रेम के स्वप्न मुझे मदमत्त बना देते हैं।
मैंने कभी सत्य का आँचल नहीं छोड़ा
भले ही मुझे विष-पान करना पड़ा
वेद, गीत और क़ुरआन
मेरे अडिग सत्य-प्रेम के साक्षी हैं
मेरे रक्त का रहस्य कहते हैं—
मठ, गिरजे और शिवालय।
मैं जन-गीत हूँ, जिसे संत और सूफ़ी गाते हैं।
मुझे कौन फाड़ सकता है
सांप्रदायिक कथा सुनाकर।
मेरे वक्ष से ही फूटकर बहते हैं
गंगा और ज़मज़म के नीर
सीमा-रेखाएँ नहीं तोड़ सकतीं
युग-युगांतर के सायुज्य को।
आज वही रेखाएँ खींच रहे हैं जो आदि काल से मेरी निंदा
करते रहे हैं।
क्या कोई अपने ही पेट में
कृपाण घोप लेता है?
एशिया-निवासियों से नहीं है
एशिया वालों का कोई द्वंद्व
हाँ, उनसे मेरा युद्ध है अवश्य
जो यहाँ लूट मचा रहे हैं
जो मुझे सीख दे रहे हैं कि सभ्यता रक्त पर पलती है।
समान-वय बंधुओं ने एक-दूसरे के लिए
प्रीति-मालाएँ गूँथी हैं।
मास्को, दिल्ली और पीकिंग
कंधे-से-कंधा जोड़कर खड़े हैं।
चीन की प्राचीर के समान
आज मेरे लोग हैं
जो इससे टकराएँगे, खंड-खंड होकर गिरेंगे।
जाग उठी है मेरी ऊसर धरती
पार्वत्य घाटियाँ, मैदान और जंगल;
नील, गंगा, वोल्गा—
यांग-सी, और चनाब में लहरें उठ रही हैं।
मेरे पथों के रज-कण तारों से बातें कर रहे हैं
गगनचुंबी पर्वत मुझे गौरवान्वित कर रहे हैं।
मेरे माओ की दृढ़ता
मेरे स्टालिन की नीति
मेरे गाँधी की सत्यता
और जन साधारण से प्रीति
स्वत्व के लिए समर करना
यह मेरे लोगों की नीति है।
मुझ पर किसी का प्रभुत्व नहीं, मुझे किसी का भय नहीं।
जब तक धरती—
सूर्य के गिर्द घूमती रहेगी
घन-घोर श्याम मेघ-पुञ्ज को
जैसे बिजली धुनकती है
वैसे ही जूझते रहेंगे अत्याचार से
स्वाभिमानी मनुष्य।
यह शिला-रेखा के समान ध्रुव सत्य है; मुझे अनजान मत समझो!
उषा नित्य जन्म लेती है
अंधकार की कोख से;
क्रांति जागेगी
जन-जन की भूख में से
नव-युग का भाग्य-निर्माण होगा
सर्व-व्यापी दु:ख से
जीवन की अमावस्या में मुझे चंद्रमा दिखाई दे रहा है।
mere mathe par pau phati
usha ne aalok varshan kiya.
mere naynon ko jagriti di.
raktim kirnon ne aakar
alasy door hua;
main utha mano ek tufan jaag utha.
mujhe apni shakti phaulad ke saman pratit hui.
ghor narak ka sanhar kar
mainne svargapuriyon ka nirman kiya.
yamdrit ko naath kar, uski bage
logon ke haath mein de di.
main sada dhadhakti jvala par
shital bunde barsata raha.
ve hi aag mein bhasmibhut hue jo mujhe jalane aaye the.
mere krishn ki suniti
kapat niti ko chunauti de rahi hai.
athva kisi ka svach harn karte hain.
ye chunauti deti hai unhen jo kisi ki maan maryada lutte hain
ye sada saty ka paksh leti hai.
aur neer kshair vivechan karti hai.
main us niti ka uttaradhikari hoon, mujhe us par aparisim garv hai.
mere buddhdev ki ahinsa
mere bhikshuon dvara hai tirin
mere nanak ki vani
atyachariyon ko phatkar rahi hai
vishv bhar se maitri sambandh
mere devta sthapit kar rahe hain
main koti koti ka snehi, mujhe akela mat samjho
main kabhi sarahta nahin
akramn, yudh, bal prayog
itihas sakshi hai.
jahan sab milkar baithte hain
main sada shanti chahta raha hoon
vahi mera gantavy hai
jivan prem ke stram mujhe madmatt bana dete hai.
bhale hi mujhe vish paan karna paDa
ved, geet aur kuran
mainne kabhi saty ka anchal nahin chhoDa
mere aDig saty prem ke sakshi hain.
mere rakt ka rahasy kahte hain
math, girje aur shivalay.
main jan geet hoon, jise sant aur sufi gate hai.
mujhe kaun phaaD sakta hai.
sanpradayik katha sunakar.
mere vaksh se hi phutkar bahte hai.
ganga aur zamzam ke neer
sima rekhayen nahin toD saktin
yug yugantar ke sayujy ko.
aaj vahi rekhayen kheench rahe hain jo aadi kaal se meri ninda
karte rahe hain.
kya koi apne hi pet men
kripan ghop lena hai?
asia nivasiyon se nahin hai
asia valon ka koi dvandv
haan, unse mera yudh hai avashy
jo yahan loot macha rahe hai
jo mujhe seekh de rahe hain ki sabhyata rakt par palti hai.
saman vay bandhuon ne ek dusre ke liye
priti malayen gunthi hain.
masco, dilli aur piking
kandhe se kandha joDkar khaDe hain.
cheen ki prachir ke saman
aaj mere log hai
jo isse takrayenge khanD khanD hokar girenge.
jaag uthi hai meri usar dharti
parvatya ghatiyan, maidan aur jangal;
neel, ganga, bolga—
pyaag si, aur chanav mein lahre uth rahi hain.
mere payo ke raj kan se baten kar rahe hain
gagan chumbi parvat mujhe gauravanvit kar rahe hai.
mere mao ki ghatna
mere stalin ki niti
mere gandhi ki satyata
aur jan sadharan se priti
svatv ke liye samar karna
ye mere logon ki niti hai.
mujh par kisi ka prabhutv nahin, mujhe kisi ka bhay nahin.
jab tak dharti—
surya ke gird ghumti rahegi
ghan ghor shyaam megh punj ko
jaise bijli dhunakti hai
vaise hi jujhte rahenge attyachar se
svabhimani manushya.
ye shila rekha ke saman dhruv saty hai; mujhe anjan mat samjho!
usha nity janm leni hai
andhkar ki kokh se;
jan jan ki bhookh mein se;
nav yug ka bhagya nirman hoga
sarv vyapi duhakh se.
jivan ki amavasya mein mujhe chandarma dikhai de raha hai.
mere mathe par pau phati
usha ne aalok varshan kiya.
mere naynon ko jagriti di.
raktim kirnon ne aakar
alasy door hua;
main utha mano ek tufan jaag utha.
mujhe apni shakti phaulad ke saman pratit hui.
ghor narak ka sanhar kar
mainne svargapuriyon ka nirman kiya.
yamdrit ko naath kar, uski bage
logon ke haath mein de di.
main sada dhadhakti jvala par
shital bunde barsata raha.
ve hi aag mein bhasmibhut hue jo mujhe jalane aaye the.
mere krishn ki suniti
kapat niti ko chunauti de rahi hai.
athva kisi ka svach harn karte hain.
ye chunauti deti hai unhen jo kisi ki maan maryada lutte hain
ye sada saty ka paksh leti hai.
aur neer kshair vivechan karti hai.
main us niti ka uttaradhikari hoon, mujhe us par aparisim garv hai.
mere buddhdev ki ahinsa
mere bhikshuon dvara hai tirin
mere nanak ki vani
atyachariyon ko phatkar rahi hai
vishv bhar se maitri sambandh
mere devta sthapit kar rahe hain
main koti koti ka snehi, mujhe akela mat samjho
main kabhi sarahta nahin
akramn, yudh, bal prayog
itihas sakshi hai.
jahan sab milkar baithte hain
main sada shanti chahta raha hoon
vahi mera gantavy hai
jivan prem ke stram mujhe madmatt bana dete hai.
bhale hi mujhe vish paan karna paDa
ved, geet aur kuran
mainne kabhi saty ka anchal nahin chhoDa
mere aDig saty prem ke sakshi hain.
mere rakt ka rahasy kahte hain
math, girje aur shivalay.
main jan geet hoon, jise sant aur sufi gate hai.
mujhe kaun phaaD sakta hai.
sanpradayik katha sunakar.
mere vaksh se hi phutkar bahte hai.
ganga aur zamzam ke neer
sima rekhayen nahin toD saktin
yug yugantar ke sayujy ko.
aaj vahi rekhayen kheench rahe hain jo aadi kaal se meri ninda
karte rahe hain.
kya koi apne hi pet men
kripan ghop lena hai?
asia nivasiyon se nahin hai
asia valon ka koi dvandv
haan, unse mera yudh hai avashy
jo yahan loot macha rahe hai
jo mujhe seekh de rahe hain ki sabhyata rakt par palti hai.
saman vay bandhuon ne ek dusre ke liye
priti malayen gunthi hain.
masco, dilli aur piking
kandhe se kandha joDkar khaDe hain.
cheen ki prachir ke saman
aaj mere log hai
jo isse takrayenge khanD khanD hokar girenge.
jaag uthi hai meri usar dharti
parvatya ghatiyan, maidan aur jangal;
neel, ganga, bolga—
pyaag si, aur chanav mein lahre uth rahi hain.
mere payo ke raj kan se baten kar rahe hain
gagan chumbi parvat mujhe gauravanvit kar rahe hai.
mere mao ki ghatna
mere stalin ki niti
mere gandhi ki satyata
aur jan sadharan se priti
svatv ke liye samar karna
ye mere logon ki niti hai.
mujh par kisi ka prabhutv nahin, mujhe kisi ka bhay nahin.
jab tak dharti—
surya ke gird ghumti rahegi
ghan ghor shyaam megh punj ko
jaise bijli dhunakti hai
vaise hi jujhte rahenge attyachar se
svabhimani manushya.
ye shila rekha ke saman dhruv saty hai; mujhe anjan mat samjho!
usha nity janm leni hai
andhkar ki kokh se;
jan jan ki bhookh mein se;
nav yug ka bhagya nirman hoga
sarv vyapi duhakh se.
jivan ki amavasya mein mujhe chandarma dikhai de raha hai.
स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविता 1954-55 (पृष्ठ 472)
रचनाकार : संतोखसिंह धीर
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.