सदा भगवान् शंकर की मन से आराधना करने वाले श्री कालिदास
कविता के हाव-भाव हैं, देवों और विद्वानों द्वारा वंदित वाणी के विलास हैं
तथा भाषा-रूपी नवयुवती के साथ रमण करने वाले पुरुष हैं।
स्त्री और पुत्री से रहित होने पर भी उन्होंने स्त्री-पुत्री वालों को अपनी
सुंदर उक्तियों से संतुष्ट किया। हार्दिक प्रसन्नता से संसार में निमग्न होकर
उन्होंने शकुंतला की कथा को अपनी ही कथा बना डाला।
जैसे रघु के वंश में उत्तरोत्तर प्रतिभा बढ़ती गई, वैसे ही कवि-शिरोमणि
कालिदास की प्रतिभा उनके 'रघुवंश' काव्य में बढ़ती गई। राम की कीर्ति
की कितनी आयु है, यह कौन कह सकता है! यही उपमा कालिदास की
कीर्ति पर भी सार्थक है।
‘कुमार संभव’ में अपनी शिव-भक्ति द्वारा चारों ओर आनंद उत्पन्न
करते हुए उन्होंने कथा-रूपी अमृत से भरी सुंदर तरंगों वाली अपनी कविता-
रूपी स्त्री को जटाओं में बाँध लिया।
हनुमान् द्वारा ले जाए गए सीता के प्रति राम के संदेश का हृदय में
निरंतर ध्यान करते हुए ही उन्होंने यक्ष-भार्या के प्रति मेघ द्वारा ले जाए गए
वैसे ही संदेश की रचना की।
नित्य नवीन अभिसार करने वाली नवयौवना प्रियतमा द्वारा दिए गए
संदेश का अत्यंत स्मरण करते हुए उन्होंने अमृतमयी उक्तियों से मेघ-संदेश
की रचना की। ये उक्तियाँ उसी प्रियतमा में संलग्न मन की अभिलाषाओं का
अनुगमन करने वाली थीं।
(अपने काव्यों की) तीव्र धाराओं से उन्होंने आकाश की वर्षा-धारा
को भी पराजित कर दिया। रसीली देववाणी के शब्दों के वह पुष्पराग हैं।
विद्वान्-रूपी भौंरों के प्रेम का संपादन करने में वह अपनी कृतियों के कमल-
रस के मधु से मतवाले हैं।
प्राचीन और अर्वाचीन महाकवियों के कर-कमलों की राशि से पूजित
उनकी कविता में उनकी जो अपनी छाया है, तथा जिस चंद्र-मंडल को उन्होंने
अपनी शाश्वत उपमाओं द्वारा कल्पित किया है, वे कविता के ग्रीष्म-काल में
शांति प्रदान करते हैं।
उनके चरण-कमल समस्त राजाओं के शीर्ष-किरीटों के रत्नों की कांति
से प्रकाशित हैं और पृथ्वी के सारे श्रेष्ठ कवियों द्वारा स्तुति किए जाने वाले
काव्य-रूपी अमृत में प्रतिबिंबित हुए हैं।
sada bhagwan shankar ki man se aradhana karne wale shri kalidas
kawita ke haw bhaw hain, dewon aur widwanon dwara wandit wani ke wilas hain
tatha bhasha rupi nawyuwti ke sath raman karne wale purush hain
istri aur putri se rahit hone par bhi unhonne istri putri walon ko apni
sundar uktiyon se santusht kiya hardik prasannata se sansar mein nimagn hokar
unhonne shakuntala ki kaya ko apni hi katha bana Dala
jaise raghu ke wansh mein uttarottar pratibha baDhti gai, baise hi kawi shiromanai
kalidas ki pratibha unke raghuwansh kawy mein baDhti gai ram ki kirti
ki kitni aayu hai, ye kaun kah sakta hai! yahi upma kalidas ki
kirti par bhi sarthak hai
‘kumar sambhaw’ mein apni shiw bhakti dwara charon or anand utpann
karte hue unhonne katha rupi amrit se bhari sundar tarangon wali apni kawita
rupi istri ko jataon mein bandh liya
hanuman dwara le jaye gaye sita ke prati ram ke sandesh ka hirdai mein
nirantar dhyan karte hue hi unhonne yaksh bharya ke prati megh dwara le jaye gaye
waise hi sandesh ki rachna ki
nity nawin abhisar karne wali nawyauwana priyatma dwara diye gaye
sandesh ka atyant smarn karte hue unhonne amrtamyi uktiyon se megh sandesh
ki rachna ki ye uktiyan usi priyatma mein sanlagn man ki abhilashaon ka
anugman karne wali theen
(apne kawyon kee) teewr dharaon se unhonne akash ki warsha dhara
ko bhi parajit kar diya rasili dewawanai ke shabdon ke wo pushprag hain
widwan rupi bhaunron ke prem ka sampadan karne mein wo apni kritiyon ke kamal
ras ke madhu se matwale hain
prachin aur arwachin mahakawiyon ke kar kamlon ki rashi se pujit
unki kawita mein unki jo apni chhaya hai, tatha jis chandr manDal ko unhonne
apni shashwat upmaon dwara kalpit kiya hai, we kawita ke geeshm kal mein
shanti pradan karte hain
unke charn kamal samast rajaon ke sheersh kiriton ke ratnon ki kranti
se prakashit hain aur prithwi ke sare shreshth kawiyon dwara istuti kiye jane wale
kawy rupi amrit mein pratibimbit hue hain

स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविता 1953 (पृष्ठ 523)
रचनाकार : ज्वालापतिलिंग शास्त्री
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 1956
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.