चंदन के वन में
सैर कर के/ मुड़ गया वापस
उत्तरायण / अश्वों की टाप से
हिमालय का गर्व,
आकार लेने लगी देह का
नितांत निर्बल-सी नदियाँ
जन्म लेने लगे / काल के घर में
दीर्घ दिन और लघु रातें,
निकल गया बाहर
धरती की कारा को तोड़कर
बाग़ी बीज,
सम्हाल लिया सिर
पाँवों तले कुचली हुई दूब,
पीड़ा और अभावों की
सेज पर सोया / युग का भीष्म
प्रतीक्षारत था
यही क्षण / घड़ी
अब इच्छानुसार ही
छोड़ेगा अपनी देह!
chandan ke wan mein
sair kar chuke/ muD gaya wapas
uttarayan/ashwon ki tap se
himale ka garw,
akar lene lagi deh ka
nitant nirbal si nadiyan
janm lene lage/kal ke ghar mein
deergh din aur laghu raten,
nikal gaya bahar
dharti ki kara ko toDkar
baghi beej,
samhal liya sir
panwon tale kuchli hui doob,
piDa aur abhawon ki
sej par soya/yug ka bheeshm
pratiksharat tha
yahi kshan/ ghaDi
ab ichchhanusar hi
chhoDega apni deh!
……………………………………
28
pahchan!
inhin kshnon mein hai
kalajyi kshan
drishti chahiye,
inhin/shabdon mein hai
param shabd/ parakh chahiye,
inhin swron mein hai
anhad/ pahchan chahiye!
chandan ke wan mein
sair kar chuke/ muD gaya wapas
uttarayan/ashwon ki tap se
himale ka garw,
akar lene lagi deh ka
nitant nirbal si nadiyan
janm lene lage/kal ke ghar mein
deergh din aur laghu raten,
nikal gaya bahar
dharti ki kara ko toDkar
baghi beej,
samhal liya sir
panwon tale kuchli hui doob,
piDa aur abhawon ki
sej par soya/yug ka bheeshm
pratiksharat tha
yahi kshan/ ghaDi
ab ichchhanusar hi
chhoDega apni deh!
……………………………………
28
pahchan!
inhin kshnon mein hai
kalajyi kshan
drishti chahiye,
inhin/shabdon mein hai
param shabd/ parakh chahiye,
inhin swron mein hai
anhad/ pahchan chahiye!
स्रोत :
पुस्तक : आधुनिक भारतीय कविता संचयन राजस्थानी (1950-2010) (पृष्ठ 27)
संपादक : नंद भारद्वाज
रचनाकार : कन्हैयालाल सेठिया
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.