हिम्मत हो तो
चट्टानों पर भी बन सकते हैं रास्ते।
चाहत रही तो
ढलान और चट्टानों पर चढ़कर भी
खड़े हो सकते हैं।
लक्ष्यस्वरूप लक्ष्य ही
सबसे कठिन अभियान है।
पर, सुबह बॉंग देने वाले मुर्गे को मारकर
कुल्चुँडा की आवाज़ में जगता है
आज आदमी
माने के पत्तों में टिका होता है
मन आदमी का
देखो न, आदमी का विश्वास
हो चुका है पुराने से नवीन में स्थानान्तरण!
आदमी ख़ुद के दरवाज़े
शीशों से हल्के बनाए हैं
आदमी चट्टान बना
चट्टान को देख-देखकर
और विवश हृदय चट्टान में
वास करने लगा।
सड़क, जहाँ हमारी बिवाइयाँ फटीं
अविरल है
उफ्, बीसवीं शताब्दी भी कूच कर गई...
सुबह तो हो न सकी
उजाला केवल बिजली बन गया
देखो न, हमारी आँखें स्वयं को
दे रही हैं धोखा!
पता नहीं कहाँ से आ टपका कबूतर
घर की छत पर
रह रहा है कल से
कबूतर के गुटरगूँ में शक मत करो—विश्वास
पूछो उस वायलिन वादक से
हमें विभोर करने वाली
वह धुन/राग
कहाँ से चुराई है उसने?
अब आदमी की आँखों में
आँसू न ढूँढ़ो
शायद अब की आँखों में
आँसू ढूँढे न मिले
आँसू ही न रहे अब!
himmat ho to
chattanon par bhi ban sakte hain raste
chahat rahi to
Dhalan aur chattanon par chaDhkar bhi
khaDe ho sakte hain
lakshyaswrup lakshya hi
sabse kathin abhiyan hai
par, subah baung denewale murge ko markar
kulchunDa ki awaz mein jagta hai
aj adami
mane ke patton mein tika hota hai
dekho na, adami ka wishwas
ho chuka hai purane se nawin mein sthanantran!
adami khu ke darwaze
shishon se halke banaye hain
adami chattan bana
chattan ko dekh dekhkar
aur wiwash hday chattan mein
was karne laga
saDak, jahan hamari biwaiyan pharti
awiral hai
uph, biswin shatabdi bhi kooch kar gai
subah to ho na saki
ujala kewal bijli ban gaya
dekho na, hamari ankhen swayan ko
de rahi hain dhokha!
pata nahin kahan se aa tapka kabutar
ghar ki chhat par
rah raha hai kal se
kabutar ke gutargun mein shak mat karo—wishwas
puchho us wayalin wadak se
hamein wibhor karne wali
wo dhun/rag
kahan se churai hai usne?
ab adami ki ankhon mein
ansu na DhunDho
shayad ab ki ankhon mein
ansu DhunDhe na mile
ansu hi na rahe ab!
himmat ho to
chattanon par bhi ban sakte hain raste
chahat rahi to
Dhalan aur chattanon par chaDhkar bhi
khaDe ho sakte hain
lakshyaswrup lakshya hi
sabse kathin abhiyan hai
par, subah baung denewale murge ko markar
kulchunDa ki awaz mein jagta hai
aj adami
mane ke patton mein tika hota hai
dekho na, adami ka wishwas
ho chuka hai purane se nawin mein sthanantran!
adami khu ke darwaze
shishon se halke banaye hain
adami chattan bana
chattan ko dekh dekhkar
aur wiwash hday chattan mein
was karne laga
saDak, jahan hamari biwaiyan pharti
awiral hai
uph, biswin shatabdi bhi kooch kar gai
subah to ho na saki
ujala kewal bijli ban gaya
dekho na, hamari ankhen swayan ko
de rahi hain dhokha!
pata nahin kahan se aa tapka kabutar
ghar ki chhat par
rah raha hai kal se
kabutar ke gutargun mein shak mat karo—wishwas
puchho us wayalin wadak se
hamein wibhor karne wali
wo dhun/rag
kahan se churai hai usne?
ab adami ki ankhon mein
ansu na DhunDho
shayad ab ki ankhon mein
ansu DhunDhe na mile
ansu hi na rahe ab!
स्रोत :
पुस्तक : इस शहर में तुम्हें याद कर (पृष्ठ 53)
रचनाकार : वीरभद्र कार्कीढोली
प्रकाशन : राजकमल प्रकाशन
संस्करण : 2016
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.