खुले दरवाज़े वाले घर
तब्दील हो गए हैं बंद दरवाज़ों वाले घरों में
शहर सुनता नहीं दस्तकें
कविता की ज़रूरत किसे है
नवीन सागर तुमने प्रेम किया
स्त्री से किताबों से शहर से
ख़ुद के होने को ढूँढ़ते रहे मित्रों में
तुम्हारी बनाई तस्वीरों में तुम्हारी बेचैनी टहलती है
आसमान का चेहरा हमेशा नीला नहीं होता
न पेड़ों का जिस्म हरा
कालिख और धूल गिरती है वहाँ परतों में
नवीन सागर तुम निश्छल थे
जीवन जटिलताओं का समुच्चय है
धागों को सुलझाना सरल नहीं है
पर जीने का सौंदर्य भी तो यही है
नवीन
तुम्हारे नाम के साथ सागर जुड़ा है
और कुछ जुड़ नहीं सकता था।
khule darwaze wale ghar
tabdil ho gaye hain band darwazon wale gharon mein
shahr sunta nahin dastken
kawita ki zarurat kise hai
nawin sagar tumne prem kiya
istri se kitabon se shahr se
khu ke hone ko DhunDhate rahe mitron mein
tumhari banai taswiron mein tumhari bechaini tahalti hai
asman ka chehra hamesha nila nahin hota
na peDon ka jism hara
kalikh aur dhool girti hai wahan parton mein
nawin sagar tum nishchhal the
jiwan jatiltaon ka samuchchay hai
dhagon ko suljhana saral nahin hai
par jine ka saundarya bhi to yahi hai
nawin
tumhare nam ke sath sagar juDa hai
aur kuch juD nahin sakta tha
khule darwaze wale ghar
tabdil ho gaye hain band darwazon wale gharon mein
shahr sunta nahin dastken
kawita ki zarurat kise hai
nawin sagar tumne prem kiya
istri se kitabon se shahr se
khu ke hone ko DhunDhate rahe mitron mein
tumhari banai taswiron mein tumhari bechaini tahalti hai
asman ka chehra hamesha nila nahin hota
na peDon ka jism hara
kalikh aur dhool girti hai wahan parton mein
nawin sagar tum nishchhal the
jiwan jatiltaon ka samuchchay hai
dhagon ko suljhana saral nahin hai
par jine ka saundarya bhi to yahi hai
nawin
tumhare nam ke sath sagar juDa hai
aur kuch juD nahin sakta tha
स्रोत :
पुस्तक : दिसंबर का महीना मुझे आख़िरी नहीं लगता (पृष्ठ 86)
रचनाकार : निर्मला गर्ग
प्रकाशन : बोधि प्रकाशन
संस्करण : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.