प्रेमियों का प्यार
पति-पत्नी की तकरार
बचकानी ज़िद
सास-बहू के वाद-विवाद
नुक्कड़ तक पहुँचकर
क्या इस देश, इस युग की ट्रैजडी बने?
घरेलू बात, मन की बात ने
रामायण युग से ही
महाभारत बनकर
गलियारे में उतरकर
सच है कि दीप बाल कर रखा है।
किन्तु,
बाह्यंतर को एक बनाने की धुन में
अभ्यंतर को निष्कासित करना
कैसे संभव होगा?
देश-भर में आज
इन्हीं पचड़ों की भरमार से
कश्मीर, पंजाब
या आंध्र प्रदेश
की संज्ञा से हम पहचानने लगे हैं।
शासक सदा शासन करता ही रहे
और सारी प्रजा केवल शासित ही रहे
देश की बर्बादी होती रहे
क्या यही तख़्ती देश के माथे पर
लटकती रहे?
वयक्तिगत बात आम बात बने यदि
राजनीति की बात राजाज्ञा बने यदि
अनैक्य को एकता कह पहचानने लगे यदि
देश देश नहीं रहेगा
घर घर नहीं कहलाएगा।
सम्प्रति सवाल यह है
घर को देश में बदलना नहीं है
घर को घर का अर्थ दिलवाना है
इसी उद्देश्य से उद्योग करना है
तभी
शांति अपनी नीति बनती है।
premiyon ka pyar
pati patni ki takrar
bachkani zid
sas bahu ke wad wiwad
nukkaD tak panhuchakar
kya is desh, is yug ki traijDi bane?
gharelu baat, man ki baat ne
ramayan yug se hi
mahabharat bankar
galiyare mein utarkar
sach hai ki deep balkar rakha hai
kintu,
bahyantar ko ek banane ki dhun mein
abhyantar ko nishkasit karna
kaise sambhaw hoga?
desh bhar mein aaj
inhin pachDon ki bharmar se
kashmiras, panjab
ya andhr pardesh
ki sangya se hum pahchanne lage hain
shasak sada shasan karta hi rahe
aur sari praja kewal shasit hi rahe
desh ki barbadi hoti rahe
kya yahi takhti desh ke mathe par
latakti rahe?
wayaktigat baat aam baat bane yadi
rajaniti ki baat rajagya bane yadi
anaiky ko ekta kah pahchanne lage yadi
desh desh nahin rahega
ghar ghar nahin kahlayega
samprati sawal ye hai
ghar ko desh mein badalna nahin hai
ghar ko ghar ka arth dilwana hai
isi uddeshy se udyog karna hai
tabhi
shanti apni niti banti hai
premiyon ka pyar
pati patni ki takrar
bachkani zid
sas bahu ke wad wiwad
nukkaD tak panhuchakar
kya is desh, is yug ki traijDi bane?
gharelu baat, man ki baat ne
ramayan yug se hi
mahabharat bankar
galiyare mein utarkar
sach hai ki deep balkar rakha hai
kintu,
bahyantar ko ek banane ki dhun mein
abhyantar ko nishkasit karna
kaise sambhaw hoga?
desh bhar mein aaj
inhin pachDon ki bharmar se
kashmiras, panjab
ya andhr pardesh
ki sangya se hum pahchanne lage hain
shasak sada shasan karta hi rahe
aur sari praja kewal shasit hi rahe
desh ki barbadi hoti rahe
kya yahi takhti desh ke mathe par
latakti rahe?
wayaktigat baat aam baat bane yadi
rajaniti ki baat rajagya bane yadi
anaiky ko ekta kah pahchanne lage yadi
desh desh nahin rahega
ghar ghar nahin kahlayega
samprati sawal ye hai
ghar ko desh mein badalna nahin hai
ghar ko ghar ka arth dilwana hai
isi uddeshy se udyog karna hai
tabhi
shanti apni niti banti hai
स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविताएँ 1984 (पृष्ठ 62)
संपादक : बालस्वरूप राही
रचनाकार : हेमा
प्रकाशन : भारतीय ज्ञानपीठ
संस्करण : 1984
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.