अच्छे दिन
जल्दी आ जाएँ
कुछ वादे
पूरे हो पाएँ
स्वच्छ, सुखद
हर एक दृश्य हो
नया वर्ष मंगलमय हो
फूलें-फलें
सभी के सपने
अपने, बने रहें
बस अपने
सत्य कथन की
सदा विजय हो
नया वर्ष मंगलमय हो
बचा रहे
बच्चों का बचपन
थोड़ा और
बढ़े संवेदन
मन में नहीं
किसी का भय हो
नया वर्ष मंगलमय हो
कविताओं में
जन-पीड़ा हो
छंदों में न
शब्द-क्रीड़ा हो
कथ्य सहज हो
यति-गति-लय हो
नया वर्ष मंगलमय हो।
achchhe din
jaldi aa jayen
kuch vade
pure ho payen
svachchh, sukhad
har ek drishya ho
naya varsh mangalmay ho
phulen phalen
sabhi ke sapne
apne, bane rahen
bas apne
satya kathan ki
sada vijay ho
naya varsh mangalmay ho
bacha rahe
bachchon ka bachpan
thoDa aur
baDhe sanvedan
man mein nahin
kisi ka bhay ho
naya varsh mangalmay ho
kavitaon mein
jan piDa ho
chhandon mein na
shabd kriDa ho
kathya sahj ho
yati gati lay ho
naya varsh mangalmay ho.
achchhe din
jaldi aa jayen
kuch vade
pure ho payen
svachchh, sukhad
har ek drishya ho
naya varsh mangalmay ho
phulen phalen
sabhi ke sapne
apne, bane rahen
bas apne
satya kathan ki
sada vijay ho
naya varsh mangalmay ho
bacha rahe
bachchon ka bachpan
thoDa aur
baDhe sanvedan
man mein nahin
kisi ka bhay ho
naya varsh mangalmay ho
kavitaon mein
jan piDa ho
chhandon mein na
shabd kriDa ho
kathya sahj ho
yati gati lay ho
naya varsh mangalmay ho.
स्रोत :
पुस्तक : इतना भी आसान कहाँ है : गीत-नवगीत (पृष्ठ 79)
रचनाकार : जगदीश व्योम
प्रकाशन : वाणी प्रकाशन
संस्करण : 2023
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.