उसने हाथ ऐसे मस्तक पर रखे थे जैसे कोई पत्थर मार रहा हो या खंभे से उसका मस्तक बार बार टकरा रहा हो। उसकी शारीरिक पीड़ा का अस्पताल जाने से पूर्व बस इतना ही पता चला। उसका दाँत मुँह भींचने से अंदर ही अंदर टूट गया है यह पता ही नहीं चला किसी को भी। शारीरिक पीड़ा हमेशा मृत्यु से छोटी पड़ जाती है। धुली हुई साफ़ और ठंडी सफ़ेद चादर जैसे शव से अधिक समय तक प्रेम नहीं किया जा सकता हालाँकि जीवित मनुष्य शव में बदलते ही प्रेम करने के सर्वथा योग्य हो जाता है। जीवितों से प्रेम करने पर प्रेम घृण्य हो जाता है और शवों से प्रेम करने में शव प्रत्येक क्षण घृण्य होते जाते है, दुर्गंध से भरे, जो प्रेम नहीं करते उनसे पूछो।
usne hath aise mastak par rakhe the jaise koi patthar mar raha ho ya khambhe se uska mastak bar bar takra raha ho uski sharirik piDa ka aspatal jane se poorw bus itna hi pata chala uska dant munh bhinchne se andar hi andar toot gaya hai ye pata hi nahin chala kisi ko bhi sharirik piDa hamesha mirtyu se chhoti paD jati hai dhuli hui saf aur thanDi safed chadar jaise shau se adhik samay tak prem nahin kiya ja sakta halanki jiwit manushya shau mein badalte hi prem karne ke sarwatha yogya ho jata hai jiwiton se prem karne par prem ghriny ho jata hai aur shawon se prem karne mein shau pratyek kshan ghriny hote jate hai, durgandh se bhare, jo prem nahin karte unse puchho

हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।