समतल पथ यह बंधु अपना
पीड़ाएँ न मृगतृष्णा
छाया माँ के आँचल-सी
तनिक नहीं है कोलाहल
इस पथ में वे शूल नहीं हैं
छोड़ चुका तू जिनको पीछे
अंजुरी भर ले फूलों की मन
दुखड़ों का जंजाल नहीं है
दुख के जंगल ख़ूब सहे
अब सुख के बादल सहलाते हैं
शब्द शोक है मौन यहाँ
तू निर्भय होकर घूम मना
हास चमक के तुल्य यहाँ
धूप उजाला करती है
नील पुष्पमय लोहित अंबर
पवन चूमती फूल अधर
छाया का वरदान यहाँ
पर ग्रीष्म दिया करता है
शीत यहाँ ऊष्मा भरता है
सम्मोहन है सुषमा का।
samtal path ye bandhu apna
piDayen na mrigatrshnaa
chhaya maan ke anchal si
tanik nahin hai kolahal
is path mein ve shool nahin hai
chhoD chuka tu jinko pichhe
anjuri bharle phulon ki man
dukhDon ka janjal nahin hai
dukh ke jangal khoob sahe
ab sukh ke badal sahlate hain
shabd shok hai maun yahan
tu nirbhay hokar ghoom mana
haas chamak ke tuly yahan
dhoop ujala karti hai
neel pushpmay lohit ambar
pavan chumti phool adhar
chhaya ka vardan yahan
par greeshm diya karta hai
sheet yahan ushma bharta hai
sammohan hai sushama ka.
samtal path ye bandhu apna
piDayen na mrigatrshnaa
chhaya maan ke anchal si
tanik nahin hai kolahal
is path mein ve shool nahin hai
chhoD chuka tu jinko pichhe
anjuri bharle phulon ki man
dukhDon ka janjal nahin hai
dukh ke jangal khoob sahe
ab sukh ke badal sahlate hain
shabd shok hai maun yahan
tu nirbhay hokar ghoom mana
haas chamak ke tuly yahan
dhoop ujala karti hai
neel pushpmay lohit ambar
pavan chumti phool adhar
chhaya ka vardan yahan
par greeshm diya karta hai
sheet yahan ushma bharta hai
sammohan hai sushama ka.
स्रोत :
रचनाकार : प्रमिला शंकर
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.