211
उपकारी नहिं चाहते, पाना प्रत्युपकार।
बादल को बदला भला, क्या देता संसार॥
212
बहु प्रयत्न से जो जुड़ा, योग्य व्यक्ति के पास।
लोगों के उपकार हित, है वह सब धन-रास॥
213
किया भाव निष्काम से, जनोपकार समान।
स्वर्ग तथा भू लोक में दुष्कर जान॥
214
ज्ञाता शिष्टाचार का, है मनुष्य सप्राण॥
मृत लोगों में अन्य की, गिनती होती जान॥
215
पानी भरा तड़ाग ज्यों, आवे जग का काम।
महा सुधी की संपदा, है जन-मन-सुख धाम॥
216
शिष्ट जनों के पास यदि, आश्रित हो संपत्ति।
ग्राम-मध्य ज्यों वृक्षवर, पावे फल-संपत्ति॥
217
चूके बिन ज्यों वृक्ष का, दवा बने हर अंग।
त्यों धन हो यदि वह रहे, उपकारी के संग॥
218
सामाजिक कर्तव्य का, जिन सज्जन को ज्ञान।
उपकृति से नहिं चूकते, दारिदवश भी जान॥
219
उपकारी को है नहीं, दरिद्रता की सोच।
‘मैं कृतकृत्य नहीं हुआ’ उसे यही संकोच॥
220
लोकोपकारिता किए, यदि होगा ही नाश।
अपने को भी बेच कर, क्रय-लायक वह नाश॥
211
upkari nahin chahte, pana pratyupkar.
badal ko badla bhala, kya deta sansar॥
212
bahu prayatn se jo juDa, yogya vekti ke paas.
logon ke upkaar hit, hai wo sab dhan raas॥
213
kiya bhaav nishkam se, janopkar saman.
svarg tatha bhu lok mein dushkar jaan॥
214
gyata shishtachar ka, hai manushya sapran॥
mrit logon mein any ki, ginti hoti jaan॥
215
pani bhara taDag jyon, aave jag ka kaam.
maha sudhi ki sampada, hai jan man sukh dhaam॥
216
shisht janon ke paas yadi, ashrit ho sampatti.
gram madhya jyon vrikshvar, pave phal sampatti॥
217
chuke bin jyon vriksh ka, dava bane har ang.
tyon dhan ho yadi wo rahe, upkari ke sang॥
218
samajik kartavya ka, jin sajjan ko gyaan.
upakrti se nahin chukte, daridvash bhi jaan॥
219
upkari ko hai nahin, daridrata ki soch.
‘main kritakrty nahin hua’ use yahi sankoch॥
220
lokopkarita kiye, yadi hoga hi naash.
apne ko bhi bech kar, kray layak wo naash॥

स्रोत :
पुस्तक : तिरुक्कुरल: भाग 1 - धर्म-कांड
रचनाकार : तिरुवल्लुवर
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.