“जो पास वाले घर में रहता है उसे मारा जा सकता है
जो पिछली गली में रहता है उसे मारा जा सकता है
जो शहर के दूसरे छोर पर रहता है उसे मारा जा सकता है
जो बाहर से आया है उसे आने के लिए मारा जा सकता है
जो शहर में नहीं रहता उसे उसके बच्चों के साथ मारा जा सकता है
वह हमारे जैसा नहीं उसके पूरे क़बीले को मारा जा सकता है”
धीमी आवाज़ में एक लड़की से कह रहा था वह
कोलोजियम के सामने सुनहरी बीयर पीते हुए
गली में दीवार पर ख़ून और तलवार की इबारत
रिसेप्शन पर एक नवनाज़ी
शहर जिसका उपन्यास है
“jo pas wale ghar mein rahta hai use mara ja sakta hai
jo pichhli gali mein rahta hai use mara ja sakta hai
jo shahr ke dusre chhor par rahta hai use mara ja sakta hai
jo bahar se aaya hai use aane ke liye mara ja sakta hai
jo shahr mein nahin rahta use uske bachchon ke sath mara ja sakta hai
wo hamare jaisa nahin uske pure qabile ko mara ja sakta hai”
dhimi awaz mein ek laDki se kah raha tha wo
kolojiyam ke samne sunahri beer pite hue
gali mein diwar par khoon aur talwar ki ibarat
risepshan par ek nawnazi
shahr jiska upanyas hai

स्रोत :
रचनाकार : गिरिराज किराडू
प्रकाशन : सदानीरा वेब पत्रिका
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.