ख़ामोश मिट्टी में
मूक स्वर का जो बीज सहज ही उतरा
वह फूटने के लिए सीधा खड़ा रहा
अब वह मुक्त है
वह लाख परिंदों के पंखों पर सवार होकर
चारों दिशाओं में उड़ गया
दुनिया को ख़बर मिली
अलगोजे अभी बज रहे थे।
ख़ुद साज़
ख़ुद आवाज़
ख़ुद ही बजती
ख़ुद ही सहमति देती, ख़ामोशी है
साँस थाम जो दिल की धड़कन सुनती थी
ठंड़ी साँसें लेने लगी वह
अलगोजे अब भी बज रहे हैं।
हर वस्तु ने पहचाना अपना मूल
जड़ों ने अपनी जड़ें खोज लीं
जो नहीं था, वह भी हो गया
और जो है, वह नहीं हुआ।
योग परिंदा घर लौटा
फिर अंबर-अंबर, घूम के
आख़िर अपने घोंसले आया
और पंख फैला रहा
अलगोजे अभी बजकर हटे हैं।
algoje abhi baj rahe the
khamosh mitti mein
mook swar ka jo beej sahj hi utra
wo phutne ke liye sidha khaDa raha
ab wo phutne ke liye sidha khaDa raha
ab wo mukt hai
wo lakh parindon ke pankhon par sawar hokar
charon dishaon mein uD gaya
duniya ko khabar mili
algoje abhi baj rahe the
khu saz
khu awaz
khu hi bajti
khu hi sahamti deti, khamoshi hai
sans tham jo dil ki dhaDkan sunti thi
thanDi sansen lene lagi wo
algoje ab baj rahe the
khu saz
khu awaz
khu hi bajti
khu hi sahamti deti, khamoshi hai
sans tham jo dil ki dhaDkan sunti thi
thanDi sansen lene lagi wo
algoje ab bhi baj rahe hain
har wastu ne pahchana apna mool
jaDon ne apni jaDen khoj leen
jo nahin tha, wo bhi ho gaya
aur jo hai, wo nahin hua
yog parinda ghar lauta
phir ambar ambar, ghoom ke
akhir apne ghonsle aaya
aur pankh phaila raha
algoje abhi bajkar hate hain
algoje abhi baj rahe the
khamosh mitti mein
mook swar ka jo beej sahj hi utra
wo phutne ke liye sidha khaDa raha
ab wo phutne ke liye sidha khaDa raha
ab wo mukt hai
wo lakh parindon ke pankhon par sawar hokar
charon dishaon mein uD gaya
duniya ko khabar mili
algoje abhi baj rahe the
khu saz
khu awaz
khu hi bajti
khu hi sahamti deti, khamoshi hai
sans tham jo dil ki dhaDkan sunti thi
thanDi sansen lene lagi wo
algoje ab baj rahe the
khu saz
khu awaz
khu hi bajti
khu hi sahamti deti, khamoshi hai
sans tham jo dil ki dhaDkan sunti thi
thanDi sansen lene lagi wo
algoje ab bhi baj rahe hain
har wastu ne pahchana apna mool
jaDon ne apni jaDen khoj leen
jo nahin tha, wo bhi ho gaya
aur jo hai, wo nahin hua
yog parinda ghar lauta
phir ambar ambar, ghoom ke
akhir apne ghonsle aaya
aur pankh phaila raha
algoje abhi bajkar hate hain
स्रोत :
पुस्तक : बीसवीं सदी का पंजाबी काव्य (पृष्ठ 321)
संपादक : सुतिंदर सिंह नूर
रचनाकार : कवि के साथ अनुवादक फूलचंद मानव, योगेश्वर कौर
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 2014
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.