कोर्ट
कचहरी
क़ानून
मध्यम दर्जे के लिए हैं
जहाँ ईश्वर दख़ल नहीं करता
शायद ध्यान भी नहीं देता
फ़ैसला पढ़ा-लिखा इंसान करता है
सुनहरी इबारत से
या थोड़ी-सी चाँदी से
शीर्षतम अपराध के लिए
ईश्वर की अपनी व्यवस्था है
जो ईश्वर तुल्य
महानुभावों की सत्ता है
जो फ़ौरन से पहले
यथोचित न्याय करते हैं
जिसमे हित
निहित होते हैं
मूर्ख और नास्तिक
ईश्वर के न्याय को
चुनौती देते हैं
शायद वह ईश्वर की
सत्ता में विश्वास नहीं करते
और नहीं जानते हैं
नक्कारख़ाने में भला
नास्तिकों
की कौन सुनता है...
kort
kachahri
qanun
madhyam darje ke liye hain
jahan iishvar dakhal nahin karta
shayad dhyaan bhi nahin deta
faisla paDha likha insaan karta hai
sunahri ibarat se
ya thoDi si chandi se
shirshtam apradh ke liye
iishvar ki apni vyavastha hai
jo iishvar tulya
mahanubhavon ki satta hai
jo fauran se pahle
yathochit nyaay karte hain
jisme hit
nihit hote hain
moorkh aur nastik
iishvar ke nyaay ko
chunauti dete hain
shayad wo iishvar ki
satta mein vishvas nahin karte
aur nahin jante hain
nakkarkhane mein bhala
nastikon
ki kaun sunta hai. . .
kort
kachahri
qanun
madhyam darje ke liye hain
jahan iishvar dakhal nahin karta
shayad dhyaan bhi nahin deta
faisla paDha likha insaan karta hai
sunahri ibarat se
ya thoDi si chandi se
shirshtam apradh ke liye
iishvar ki apni vyavastha hai
jo iishvar tulya
mahanubhavon ki satta hai
jo fauran se pahle
yathochit nyaay karte hain
jisme hit
nihit hote hain
moorkh aur nastik
iishvar ke nyaay ko
chunauti dete hain
shayad wo iishvar ki
satta mein vishvas nahin karte
aur nahin jante hain
nakkarkhane mein bhala
nastikon
ki kaun sunta hai. . .
स्रोत :
रचनाकार : बृजेश्वर सिंह
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.