सलमा आज चुपके से घर आयेगी
तभी तो यह दोपहर कितनी स्तब्ध है
पेड़ो के पत्ते भी चुप्पी पाल रहे हैं
उसके होंठों से खुलेगा यह दरवाज़ा
तभी तो मैं शुरू से ही बेहोश हूँ
तभी तो मैं एकदम ख़ामोश हूँ
मृत्यु की अटलता सी आयेगी सलमा
धूप का शरारा पहन गरम झोंके की तरह
क़ब्र पर लगी सब्जा की तरह
आहाते से लगी हिना की तरह
सलमा दूर हटाती आयेगी झाड़ियों को पर्दे की तरह
सलमा ले आयेगी अल्ला के घर के झरने
सलमा खोलेगी मुट्ठी और उड़ा देगी
उसमें बंद हवा को जो उसकी उँगली सी कोमल है
सलमा आज घर आयोगी कि जैसे ये जगजाहिर है
तभी तो यह दोपहर कितनी स्तब्ध है।
salma aaj chupke se ghar ayegi t
tabhi to ye dopahar kitni stabdh hai
peDo ke patte bhi chuppi pal rahe hain
uske honthon se khulega ye darwaza
tabhi to main shuru se hi behosh hoon
tabhi to main ekdam khamosh hoon
mirtyu ki atakalta si ayegi salma
dhoop ka sharara pahan garam jhonke ki tarah
kabr par lagi hina ki tarah
ahate se lagi hina ki tarah
salma door hatati ayegi jhaDiyom ko parde ki tarah
salma le ayegi alla ke ghar ke jharne
salma kholegi mutthi aur uDa degi
usmen band hawa ko jo uski ungli si komal hai
salma aaj ghar ayogi ki jaise ye jagjahir hai
tabhi to ye dopahar kitni stabdh hai
salma aaj chupke se ghar ayegi t
tabhi to ye dopahar kitni stabdh hai
peDo ke patte bhi chuppi pal rahe hain
uske honthon se khulega ye darwaza
tabhi to main shuru se hi behosh hoon
tabhi to main ekdam khamosh hoon
mirtyu ki atakalta si ayegi salma
dhoop ka sharara pahan garam jhonke ki tarah
kabr par lagi hina ki tarah
ahate se lagi hina ki tarah
salma door hatati ayegi jhaDiyom ko parde ki tarah
salma le ayegi alla ke ghar ke jharne
salma kholegi mutthi aur uDa degi
usmen band hawa ko jo uski ungli si komal hai
salma aaj ghar ayogi ki jaise ye jagjahir hai
tabhi to ye dopahar kitni stabdh hai
स्रोत :
पुस्तक : मैजिक मुहल्ला खंड दो (पृष्ठ 24)
रचनाकार : दिलीप पुरुषोत्तम चित्रे
प्रकाशन : वाणी प्रकाशन
संस्करण : 2019
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.