टिप्पणी में दिए गए
व्यवस्थित संदर्भ की भाँति
मुझे टालते हुए
तुम खड़ी हुई होती हो
दर्शन की क़तार में
तब क्या उमड़ता रहता है
तुम्हारे भीतर
जिसे समझा जा सके?
प्रार्थना के समय
मुझे अनदेखा कर
किस अभिलाषा हेतु
तुम मूँद लेती हो
अपनी शून्य-संवेदन आँखें?
चुटकी भर श्रद्धा की एवज़ में
क्या पाना चाहती हो ईश्वर से?
या कौन-सा आंतरिक खिंचाव है
जिससे तुम सहती रहती हो
युग-युग की इस अपरिचित पीड़ा को?
सच तो यह है कि
तुम्हारे चेहरे पर की आस्तिक भाषा को
मैं ज़रा-सा भी बूझ नहीं पाता हूँ
हाँ, यह ज़रूर कह सकता हूँ कि
तुम इस बारे में
पूरी मौन रहना चाहती हो!
tippanai mein diye gaye
vyavasthit sandarbh ki bhanti
mujhe talte hue
tum khaDi hui hoti ho
darshan ki qatar men
tab kya umaDta rahta hai
tumhare bhitar
jise samjha ja sake?
pararthna ke samay
mujhe andekha kar
kis abhilasha hetu
tum moond leti ho
apni shunya sanvedan ankhen?
chutki bhar shardha ki evaz men
kya pana chahti ho ishvar se?
ya kaun sa antrik khinchav hai
jisse tum sahti rahti ho
yug yug ki is aprichit piDa ko?
priy!
sach to ye hai ki
tumhare chehre par ki astik bhasha ko
main zara sa bhi boojh nahin pata hoon
haan, ye zarur kah sakta hoon ki
tum is bare men
puri maun rahna chahti ho!
tippanai mein diye gaye
vyavasthit sandarbh ki bhanti
mujhe talte hue
tum khaDi hui hoti ho
darshan ki qatar men
tab kya umaDta rahta hai
tumhare bhitar
jise samjha ja sake?
pararthna ke samay
mujhe andekha kar
kis abhilasha hetu
tum moond leti ho
apni shunya sanvedan ankhen?
chutki bhar shardha ki evaz men
kya pana chahti ho ishvar se?
ya kaun sa antrik khinchav hai
jisse tum sahti rahti ho
yug yug ki is aprichit piDa ko?
priy!
sach to ye hai ki
tumhare chehre par ki astik bhasha ko
main zara sa bhi boojh nahin pata hoon
haan, ye zarur kah sakta hoon ki
tum is bare men
puri maun rahna chahti ho!
स्रोत :
पुस्तक : सदानीरा
संपादक : अविनाश मिश्र
रचनाकार : पी. विठ्ठल
प्रकाशन : सदानीरा पत्रिका
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.