पाँच वर्षों के समय-काल में
हमारे अधिकार
अकाल की चपेट में लाए जाते हैं
और फिर बाँटे जाते हैं
राहत सामग्री के रूप में
पाँच किलो राशन
चुनाव का दौर तो
महज संधिकाल होता है
जहाँ बर्बर शेर भी
मेमने के साथ होता है
भेड़िए प्रचारक की भूमिका में होते हैं
शेर को शाकाहारी सिद्ध करा देते हैं
गिद्ध भी समर्थन करते हैं
और गिद्धों को शेर के समर्थन के एवज़ में
मिलता हैं
पंचवर्षीय अकाल का जश्न
शेर, गिद्ध और भेड़िए
संधिकाल के बाद
फिर वही अकाल लाते हैं
और मिल बाँटकर खाते हैं
अब मेमना उनकी थाल में होता है
भेड़िया, शेर के साथ मेमने की खाल में होता है
paanch varshon ke samyakal men
hamare adhikar
akal ki chapet mein laye jate hain
aur phir bante jate hain
rahat samagri ke roop men
paanch kilo rashan.
chunav ka daur to
mahaj sandhi kaal hota hai
jahan barbar sher bhi
memne ke saath hota hai
bheDiye parcharak ki bhumika mein hote hain
sher ko shakahari siddh kara dete hain
giddh bhi samarthan karte hain
aur giddhon ko sher ke samarthan ke evaz men
milta hain
panchvarshaiy akal ka jashn.
sher,giddh aur bheDiye
sandhi kaal ke baad
phir vahi akal late hain
aur mil baant kar khate hain
ab memana unki thaal mein hota hai
bheDiya,sher ke saath memne ki khaal mein hota hai
paanch varshon ke samyakal men
hamare adhikar
akal ki chapet mein laye jate hain
aur phir bante jate hain
rahat samagri ke roop men
paanch kilo rashan.
chunav ka daur to
mahaj sandhi kaal hota hai
jahan barbar sher bhi
memne ke saath hota hai
bheDiye parcharak ki bhumika mein hote hain
sher ko shakahari siddh kara dete hain
giddh bhi samarthan karte hain
aur giddhon ko sher ke samarthan ke evaz men
milta hain
panchvarshaiy akal ka jashn.
sher,giddh aur bheDiye
sandhi kaal ke baad
phir vahi akal late hain
aur mil baant kar khate hain
ab memana unki thaal mein hota hai
bheDiya,sher ke saath memne ki khaal mein hota hai
स्रोत :
रचनाकार : बच्चा लाल 'उन्मेष'
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.