बैठो। लंबी साँस खींचो और छोड़ो।
बंदूक़ इंतज़ार कर सकती है। झील इंतज़ार कर सकती है।
उस नन्ही फ़रेबी शीशी में बंद ज़हर इंतज़ार कर सकता है। इंतज़ार कर सकता है, कर सकता है इंतज़ार :
हफ़्ते भर का इंतज़ार : अप्रैल तक का इंतज़ार : तुम्हें इसी नियत दिन नहीं मरना है। मौत यहीं रहेगी, तुम्हारे
टाल-मटोल को दुलराएगी। मेरा यक़ीन मानो वो तुम्हारा इंतज़ार करेगी। उसके पास इफ़रात समय है। वह
कल भी तुम्हारी ख़ातिर-तवज्जोह में लग जाएगी या फिर अगले हफ़्ते।
मौत इधर ही नीचे गली में रहती है, बेहद शाइस्ता पड़ोसी है; तुम्हारा किसी भी घड़ी उससे सामना हो जाएगा।
तुम्हें आज-अभी मरने की ज़रूरत नहीं है।
यहाँ रुको—घुटन, दर्द और तक़लीफ़ से जूझो।
यहाँ रुको। देखो, कल क्या ख़बर आती है।
क़ब्रों की हरियाली तुम्हारे किसी काम की नहीं है।
मत भूलो, हरा तुम्हारा रंग है। तुम वसंत हो।
baitho. lambi saans khincho aur chhoDo.
banduq intzaar kar sakti hai. jheel intzaar kar sakti hai.
us nanhi farebi shishi mein band zahr intzaar kar sakta hai. intzaar kar sakta hai, kar sakta hai intzaar ha
hafte bhar ka intzaar ha april tak ka intzaar ha tumhein isi niyat din nahin marna hai. maut yahin rahegi, tumhare
taal matol ko dulrayegi. mera yaqin mano wo tumhara intzaar karegi. uske paas ifraat samay hai. wo
kal bhi tumhari khatir tavajjoh mein lag jayegi ya phir agle hafte.
maut idhar hi niche gali mein rahti hai, behad shaista paDosi hai; tumhara kisi bhi ghaDi usse samna ho jayega.
tumhein aaj abhi marne ki zarurat nahin hai.
yahan ruko—ghutan, dard aur taqlif se jujho.
yahan ruko. dekho, kal kya khabar aati hai.
qabron ki hariyali tumhare kisi kaam ki nahin hai.
mat bhulo, hara tumhara rang hai. tum vasant ho.

स्रोत :
पुस्तक : सदानीरा पत्रिका
संपादक : अविनाश मिश्र
रचनाकार : ग्वेंडोलिन ब्रूक्स
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.