जिस सदी ने दिया है मुझको यह जीवन
यह मेरे पिता की उम्र जैसी
सदी यह मेरे पिता जैसी है लेकिन
काल की मुट्ठी में क़ैद
काल का शिकरा जैसे पिता को
मारकर दाँव दूर कहकर ले गया
यह सदी भी कुछ प्रभातों की भली-सी
भोग कर शोख़ी जवानी की
सो रहेगी सदा के वास्ते
जो सदी मेरे पिता की उम्र-सी
समय के इतिहास में कितनी महान
एक पाँव इसका बँधा पाषाण युग से
दूसरा है अंबरों में अटकता
एक सूक्ष्म अणु उछाल लगाकर
सितारों के पार इसको ले गया
इनके सिर है मानचित्र स्वर्ग का सृष्टि की ख़ातिर
किंतु अब भी कुछेक अंधे
अपने हमसायों पर नहीं चाहते मुस्कुराना
अपने नगरों में नरक का सृजन करें, भोगते हैं
इस सदी का एक हाथ ऋषियों के कंधों पर
दूसरा कृत्य दैत्य की ओर खींचते
संघर्ष में झेलती माँ वसुधा मुस्काती
देखते हैं किस ठिकाने पँहुचती है।
jis sadi ne diya hai mujhko ye jiwan
ye mere pita ki umr jaisi
sadi ye mere pita jaisi hai lekin
kal ki mutthi mein qaid
kal ka shikra jaise pita ko
markar danw door kahkar le gaya
ye sadi bhi kuch prbhaton ki bhali si
bhog kar shokhi jawani ki
so rahegi sada ke waste
jo sadi mere pita ki umr si
samay ke itihas mein kitni mahan
ek panw iska bandha pashan yug se
dusra hai ambron mein atakta
ek sookshm anau uchhaal lagakar
sitaron ke par isko le gaya
inke sir hai manachitr swarg ka sirishti ki khatir
kintu ab bhi kuchhek andhe
hamsayon par nahin chahte muskurana
apne nagron mein narak ka srijan karen, bhogte hain
is nadi ka ek hath rishiyon ke kandhon par
dusra krity daity ki or khinchte
sangharsh mein jhelti man wasudha muskati
dekhte hain kis thikane panhuchati hai
jis sadi ne diya hai mujhko ye jiwan
ye mere pita ki umr jaisi
sadi ye mere pita jaisi hai lekin
kal ki mutthi mein qaid
kal ka shikra jaise pita ko
markar danw door kahkar le gaya
ye sadi bhi kuch prbhaton ki bhali si
bhog kar shokhi jawani ki
so rahegi sada ke waste
jo sadi mere pita ki umr si
samay ke itihas mein kitni mahan
ek panw iska bandha pashan yug se
dusra hai ambron mein atakta
ek sookshm anau uchhaal lagakar
sitaron ke par isko le gaya
inke sir hai manachitr swarg ka sirishti ki khatir
kintu ab bhi kuchhek andhe
hamsayon par nahin chahte muskurana
apne nagron mein narak ka srijan karen, bhogte hain
is nadi ka ek hath rishiyon ke kandhon par
dusra krity daity ki or khinchte
sangharsh mein jhelti man wasudha muskati
dekhte hain kis thikane panhuchati hai
स्रोत :
पुस्तक : बीसवीं सदी का पंजाबी काव्य (पृष्ठ 155)
संपादक : सुतिंदर सिंह नूर
रचनाकार : कवि के साथ अनुवादक फूलचंद मानव, योगेश्वर कौर
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 2014
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.