वीर तुम बढ़े चलो! धीर तुम बढ़े चलो!
हाथ में ध्वजा रहे, बाल दल सजा रहे
ध्वज कभी झुके नहीं, दल कभी रुके नहीं
वीर तुम बढ़े चलो! धीर तुम बढ़े चलो!
सामने पहाड़ हो, सिंह की दहाड़ हो
तुम निडर डरो नहीं, तुम निडर डटो वहीं
वीर तुम बढ़े चलो! धीर तुम बढ़े चलो!
प्रात हो कि रात हो, संग हो न साथ हो
सूर्य से बढ़े चलो, चंद्र से बढ़े चलो
वीर तुम बढ़े चलो! धीर तुम बढ़े चलो!
एक ध्वज लिए हुए, एक प्रण किए हुए
मातृ भूमि के लिए, पितृ भूमि के लिए
वीर तुम बढ़े चलो! धीर तुम बढ़े चलो!
अन्न भूमि में भरा, वारि भूमि में भरा
यत्न कर निकाल लो, रत्न भर निकाल लो
वीर तुम बढ़े चलो! धीर तुम बढ़े चलो!
weer tum baDhe chalo! dheer tum baDhe chalo!
hath mein dhwaja rahe, baal dal saja rahe
dhwaj kabhi jhuke nahin, dal kabhi ruke nahin

samne pahaD ho, sinh ki dahaD ho
tum niDar Daro nahin, tum niDar Dato wahin

praat ho ki raat ho, sang ho na sath ho
surya se baDhe chalo, chandr se baDhe chalo

ek dhwaj liye hue, ek pran kiye hue
matri bhumi ke liye, pitr bhumi ke liye

ann bhumi mein bhara, wari bhumi mein bhara
yatn kar nikal lo, ratn bhar nikal lo

स्रोत :
पुस्तक : दूर्वा (कक्षा-6) (पृष्ठ 126)
संपादक : श्वेता उप्पल
रचनाकार : द्वारिका प्रसाद माहेश्वरी
प्रकाशन : एनसीआरटी
संस्करण : 2006
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.