अनाज के गोदाम भरे पड़े हैं
फिर भी
ग़रीब भूख से तड़प रहे हैं।
यहाँ अदालत है
जज भी हैं
किंतु कोसों दूर है न्याय।
सेना है पुलिस है
फिर भी
दिल में घर बनाए बैठा है भय।
गली का नल पानी की उम्मीद में
सूखा खड़ा है
और बोतल बंद पानी से
बाज़ार अटा पड़ा है।
स्कूल इस देश के
जैसे शॉपिंग मॉल में
बदल रहे हैं
और शिक्षक दूकानदार में।
रवि की तरह
आज का कवि भी
मौसम देख कर
बाहर झाँकता है।
कपड़े देखकर
आदमी का दर्द आँकता है।
किसान खेतों में मर रहे हैं
और मंत्रीजी
क्रिकेट खेल रहे हैं।
यहाँ इस देश में
चुनाव से पहले
अख़बार बिक जाते हैं
नेताओं की चर्चा करते-करते
पत्रकारों की क़लम
सूख जाती है।
anaj ke godam bhare paDe hain
phir bhi
gharib bhookh se taDap rahe hain
yahan adalat hai
jaj bhi hain
kintu koson door hai nyay
sena hai police hai
phir bhi
dil mein ghar banaye baitha hai bhay
gali ka nal pani ki ummid mein
sukha khaDa hai
aur botal band pani se
bazar ata paDa hai
school is desh ke
jaise shauping mall mein
badal rahe hain
aur shikshak dukanadar mein
rawi ki tarah
aj ka kawi bhi
mausam dekh kar
bahar jhankta hai
kapDe dekhkar
adami ka dard ankta hai
kisan kheton mein mar rahe hain
aur mantriji
cricket khel rahe hain
yahan is desh mein
chunaw se pahle
akhbar bik jate hain
netaon ki charcha karte karte
patrkaron ki qalam
sookh jati hai
anaj ke godam bhare paDe hain
phir bhi
gharib bhookh se taDap rahe hain
yahan adalat hai
jaj bhi hain
kintu koson door hai nyay
sena hai police hai
phir bhi
dil mein ghar banaye baitha hai bhay
gali ka nal pani ki ummid mein
sukha khaDa hai
aur botal band pani se
bazar ata paDa hai
school is desh ke
jaise shauping mall mein
badal rahe hain
aur shikshak dukanadar mein
rawi ki tarah
aj ka kawi bhi
mausam dekh kar
bahar jhankta hai
kapDe dekhkar
adami ka dard ankta hai
kisan kheton mein mar rahe hain
aur mantriji
cricket khel rahe hain
yahan is desh mein
chunaw se pahle
akhbar bik jate hain
netaon ki charcha karte karte
patrkaron ki qalam
sookh jati hai
स्रोत :
पुस्तक : चौथा युवा द्वादश (पृष्ठ 45)
संपादक : निरंजन श्रोत्रिय
रचनाकार : नित्यानंद गायेन
प्रकाशन : बोधि प्रकाशन
संस्करण : 2016
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.