एक राजा था। उसने एक बंदर पाला था। बंदर को वह बहुत चाहता था। बंदर भी राजा को बहुत चाहता था। दोनों एक-दूसरे को समर्पित थे।
एक दिन की बात है गर्मी का मौसम था! राजा सोया था। गर्मी तेज़ थी। बंदर पंखा झल रहा था। एक मक्खी राजा की छाती पर बार-बार बैठती और बंदर उसे बार-बार हकालता। हकालते-हकालते मक्खी पर बंदर को ग़ुस्सा आ गया। कमरे में एक गंडासा रखा था। बंदर ने मक्खी मारने के लिए गंडासा हाथ में ले लिया। मक्खी जब राजा की छाती पर फिर बैठी तब बंदर ने पूरी ताक़त के साथ मक्खी पर गंडासा दे मारा। मक्खी तो उड़ ही गई, साथ-साथ राजा के प्राण-पंछी भी उड़ ही गए।
ek raja tha. usne ek bandar pala tha. bandar ko wo bahut chahta tha. bandar bhi raja ko bahut chahta tha. donon ek dusre ko samarpit the.
ek din ki baat hai garmi ka mausam tha! raja soya tha. garmi tez thi. bandar pankha jhal raha tha. ek makkhi raja ki chhati par baar baar baithti aur bandar use baar baar hakalta. hakalte hakalte makkhi par bandar ko ghussa aa gaya. kamre mein ek ganDasa rakha tha. bandar ne makkhi marne ke liye ganDasa haath mein le liya. makkhi jab raja ki chhati par phir baithi tab bandar ne puri taqat ke saath makkhi par ganDasa de mara. makkhi to uD hi gai, saath saath raja ke praan panchhi bhi uD hi ge.

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
OKAY
About this sher
Close
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.
OKAY
You have remaining out of free content pages.Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.
join rekhta family!
You have exhausted your 5 free content pages. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.