तूने सुनी
मेरे दिल की धड़कन
मेरी आवाज़
मैं तेरे क़रीब हूँ
सभी तीर्थधामों का दर्शन कर
तेरी पाक रूह का दीदार करती हूँ
मैं तुझे सलाम करती हूँ
मैं तुझे सलाम करती हूँ
न तू कुछ सुना कर
न तू कुछ कहा कर
तू केवल हंसा कर
तेरे हँसने से
मेरे सभी ज़ख्म भर जाते हैं
जहाँ छोड़ जाता है तू
वहाँ खड़ी रह जाती हूँ
मूर्ति बनकर
पत्थर की, मोहब्ब्त की या इंतज़ार की...
नहीं बदलती ज़िंदगी
हज़ारों किताबों से भी नहीं
बदलती है तो
एक शब्द से ही बदल जाती है
हमीं तो तेरे शहर
बुर्का पहनकर घूमते रहे
तूने अपनी किस अवस्था में मुझे
नग्न देख लिया...!!!
मेरे दिल का समंदर
इतना विशाल है
मगर दो आँसू
तेरे मेरे वश की बात नहीं...
tune suni
mere dil ki dhaDkan
meri awaz
main tere qarib hoon
sabhi tirthdhamon ka darshan kar
teri pak rooh ka didar karti hoon
main tujhe salam karti hoon
main tujhe salam karti hoon
na tu kuch sunakar
na tu kuch kahakar
tu kewal hansakar
tere hansne se
mere sabhi zakhm bhar jate hain
jahan chhoDjata hai tu
wahan khaDi rah jati hoon
murti bankar
patthar ki, mohabbt ki ya intzar ki
nahin badalti zindagi
hazaron kitabon se bhi nahin
badalti hai to
ek shabd se hi badal jati hai
hamin to tere shahr
burka pahankar ghumte rahe
tune apni kis awastha mein mujhe
nagn dekh liye !!!
mere dil ka samandar
itna wishal hai
magar do ansu
tere mere wash ki baat nahin
tune suni
mere dil ki dhaDkan
meri awaz
main tere qarib hoon
sabhi tirthdhamon ka darshan kar
teri pak rooh ka didar karti hoon
main tujhe salam karti hoon
main tujhe salam karti hoon
na tu kuch sunakar
na tu kuch kahakar
tu kewal hansakar
tere hansne se
mere sabhi zakhm bhar jate hain
jahan chhoDjata hai tu
wahan khaDi rah jati hoon
murti bankar
patthar ki, mohabbt ki ya intzar ki
nahin badalti zindagi
hazaron kitabon se bhi nahin
badalti hai to
ek shabd se hi badal jati hai
hamin to tere shahr
burka pahankar ghumte rahe
tune apni kis awastha mein mujhe
nagn dekh liye !!!
mere dil ka samandar
itna wishal hai
magar do ansu
tere mere wash ki baat nahin
स्रोत :
पुस्तक : ओ पंखुरी (पृष्ठ 154)
संपादक : रामसिंह चाहल
रचनाकार : राजिंद्र राजी
प्रकाशन : संवाद प्रकाशन
संस्करण : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.