एक
यह समुद्र
वह आकाश
मुँह खोले हैं एक-दूसरे की ओर, अनंतता को निगलने।
कितने ही दिन-रात
लहरों के कंधों पर चढ़कर
शोक के मरुथल में भूमि को डुबाते हुए बढ़ते हैं।
ऋतु-ऋतु एकत्र होकर
नदी-मुख से नाद कर चुके हैं।
पर्वत-पर्वत पीछे खड़े हैं—
रहस्य-से हैं अनजाने,
चढ़ता है उतरता है यहाँ हरियाली का साम्राज्य।
यह देखो आकाश की भव्यता के लिए
समुद्र ने दर्पण धारण किया है
दूसरी भूमिका नहीं चाहिए।
दो
वह देखो वहाँ।
साँस रोककर उठा है द्वीप
नील निद्रा में है लीन
पाल खोलकर स्वतंत्र हो
वरियाँ लहर चढ़ी
जल-धारा को चीर क्षितिज पर चढ़ गई।
जलयान आघात से बना घाव
ओझल हो गया।
इस पश्चिमी तट पर
अनंत निस्वन कैसा।
खाड़ी या अंतरीप
या तैरता यान
देश-देश की आशा-वीचियाँ इसके उदर में संकलित
लहरें उलीच रही फेन, बंदरगाह पर
लिख रही दिनचर्या!
तीन
लहर-लहर तैरकर आने वाली नाव की क्रीड़ा
मछियारों का हर्षनाद।
उछलती मछली
नाचती मछली
मुँह चिढ़ाकर फिसल गई?—
देखो गिरी जाल में
राशि-राशि टोकरी में,
राम चिड़िया चोंच मे दबा उड़ गई
जो मछली थी जाल में पड़ी वह छटपटाई।
छटपटाना व्यर्थ
मछियारों के बच्चे टूट पड़े
उनका उतना ही दाय जितना समुद्र कर दे भेंट
है बात प्रसिद्ध मत्स्यगंधा की सुगंध फैले योजनों।
चार
कल ही मानो युद्ध हुआ मनु-कुल के उद्धार हेतु
आया वह हर लेने समझिए
देश-देशों की शांति तृषा!
पृथ्वी-आकाश न हो पाए पर्याप्त
समुद्र में भी पड़ी चिनगारी—
'उद्धरेदात्मनात्मानम्'
जल में सुरंग बिछी—
जहाज़ों में उथल-पुथल हुई
चारों ओर तोपों का समूह
सभ्यता ने आकाश पर चढ़
बमों की वर्षा की
आकाश ही हिल उठा!
सागर-तट पर भी विस्फोट हुआ
स्वाद लिया जिह्वा ने
युद्ध के बारूद गोलों का
फिर भी वह अपर्याप्त?
पाँच
यह समुद्र
वह आकाश
मुँह खोले है एक-दूसरे की अनंतता निगलने को
भूगोल की आयु मिटाने;
डुबोने को वह देखो।
ek
ye samudr
wo akash
munh khole hain ek dusre ki or, anantta ko nigalne
kitne hi din raat
lahron ke kandhon par chaDhkar
shok ke maruthal mein bhumi ko Dubane
ritu ritu ekatr hokar
nadimukh se naad kar chuke hai.
parvat parvat pichhe khaDe hai
rahasy se hain anjane,
chaDhta hai utarta hai yahan hariyali ka samrajy.
ye dekho akash ki bhavyata ke liye
samudr ne darpan ran kiya hai.
dusri bhumika nahin chahiye.
do
wo dekho vahan.
maans rokkar utha hai dveep
neel nidra mein hai leen
paal kholkar svatantr ho
nariyan lahr chaDhi
jal dhara ko cheer kshaitij par chaDh gai.
jalyan aghat se bana dhaav
hue baDhte hain.
ojhal ho gaya.
is pashchimi tat par
anant nisvan kaisa.
khaDi ya antrip
ya tairta yaan
desh desh ki aasha vichiyan
iske udar mein sanklit lahre ulich rahi phen,
bandargah par likh rahi dincharya!
teen
lahr lahr tairkar aane vali naav ki kriDa
machhiyaro ka harsh naad.
uchhalti machhli
nachti machhli
munh chiDhakar phisal gaih —
dekho giri jaal men
rashi rashi tokari mein,
raam chiDiya choch mae daba uD gai
jo machhli thi jaal mein paDi wo chhataptai.
chhatpatana byarth
machhiyaro ke bachche toot paDe
unka utna hi daay jitna samudr kar de bhent
hai baat prasiddh matsyagandha ki sugandh phaile yojna.
chaar
kal hi mano yudh hua manu kul ke uddhaar hetu
aaya wo har lene samajhiye
desh deshon ki shanti trisha!
prithvi akash na ho pae paryapt
samudr mein bhi paDi chingari—
uddhredatmnatmanam
jal mein surang bichhi—
jahajo mein uthal puthal hui
charon or topon ka samuh
sabhyata ne akash par chaDh
vamo ki varsha ki
akash hi hil uthaa!
magar tat par bhi visphot
hua svaad liya jihva ne yudh ke barud golo ka phir bhi wo aparyapt
ye samudr
wo akash
munh khole hai ek dusre ki anannta nigalne ko
bhugol ki aayu mitane;
Dubone ko wo dekho.
ek
ye samudr
wo akash
munh khole hain ek dusre ki or, anantta ko nigalne
kitne hi din raat
lahron ke kandhon par chaDhkar
shok ke maruthal mein bhumi ko Dubane
ritu ritu ekatr hokar
nadimukh se naad kar chuke hai.
parvat parvat pichhe khaDe hai
rahasy se hain anjane,
chaDhta hai utarta hai yahan hariyali ka samrajy.
ye dekho akash ki bhavyata ke liye
samudr ne darpan ran kiya hai.
dusri bhumika nahin chahiye.
do
wo dekho vahan.
maans rokkar utha hai dveep
neel nidra mein hai leen
paal kholkar svatantr ho
nariyan lahr chaDhi
jal dhara ko cheer kshaitij par chaDh gai.
jalyan aghat se bana dhaav
hue baDhte hain.
ojhal ho gaya.
is pashchimi tat par
anant nisvan kaisa.
khaDi ya antrip
ya tairta yaan
desh desh ki aasha vichiyan
iske udar mein sanklit lahre ulich rahi phen,
bandargah par likh rahi dincharya!
teen
lahr lahr tairkar aane vali naav ki kriDa
machhiyaro ka harsh naad.
uchhalti machhli
nachti machhli
munh chiDhakar phisal gaih —
dekho giri jaal men
rashi rashi tokari mein,
raam chiDiya choch mae daba uD gai
jo machhli thi jaal mein paDi wo chhataptai.
chhatpatana byarth
machhiyaro ke bachche toot paDe
unka utna hi daay jitna samudr kar de bhent
hai baat prasiddh matsyagandha ki sugandh phaile yojna.
chaar
kal hi mano yudh hua manu kul ke uddhaar hetu
aaya wo har lene samajhiye
desh deshon ki shanti trisha!
prithvi akash na ho pae paryapt
samudr mein bhi paDi chingari—
uddhredatmnatmanam
jal mein surang bichhi—
jahajo mein uthal puthal hui
charon or topon ka samuh
sabhyata ne akash par chaDh
vamo ki varsha ki
akash hi hil uthaa!
magar tat par bhi visphot
hua svaad liya jihva ne yudh ke barud golo ka phir bhi wo aparyapt
ye samudr
wo akash
munh khole hai ek dusre ki anannta nigalne ko
bhugol ki aayu mitane;
Dubone ko wo dekho.
- पुस्तक : भारतीय कविता 1954-55 (पृष्ठ 138)
- रचनाकार : चेन्नवीर कणवि
- प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संबंधित विषय
हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.