121
संयम देता मनुज को, अमर लोक का वास।
झोंक असंयम नरक में, करता सत्यानाश॥
122
संयम की रक्षा करो, निधि अनमोल समान।
श्रेय नहीं है जीव को, उससे अधिक महान॥
123
कोई संयमशील हो, अगर जानकर तत्व।
संयम पा कर मान्यता, देगा उसे महत्व॥
124
बिना टले निज धर्म से, जो हो संयमशील।
पर्वत से भी उच्चतर, होगा उसका डील॥
125
संयम उत्तम वस्तु है, जन के लिए अशेष।
वह भी धनिकों में रहे, तो वह धन सुविशेष॥
126
पंचेन्द्रिय-निग्रह किया, कछुआ सम इस जन्म।
तो उससे रक्षा सुदृढ़, होगी सातों जन्म॥
127
चाहे औरों को नहीं, रख लें वश में जीभ।
शब्द-दोष से हों दुखी, यदि न वशी हो जीभ॥
128
एक बार भी कटुवचन, पहुँचाए यदि कष्ट।
सत्कर्मों के सुफल सब, हो जाएँगे नष्ट॥
129
घाव लगा जो आग से, संभव है भर जाय।
चोट लगी यदि जीभ की, कभी न मोटी जाय॥
130
क्रोध दमन कर जो हुआ, पंडित यमी समर्थ।
धर्म-देव भी जोहता, बाट भेंट के अर्थ॥
121
sanyam deta manuj ko, amar lok ka vaas.
jhonk asanyam narak mein, karta satyanas॥
122
sanyam ki rakhsha karo, nidhi anmol saman.
shrey nahin hai jeev ko, usse adhik mahan॥
123
koi sanyamshil ho, agar jankar tatv.
sanyam pa kar manyata, dega use mahatv॥
124
bina tale nij dharm se, jo ho sanyamshil.
parvat se bhi uchchatar, hoga uska Deel॥
125
sanyam uttam vastu hai, jan ke liye ashesh.
wo bhi dhanikon mein rahe, to wo dhan suvishesh॥
126
panchendriy nigrah kiya, kachhuva sam is janm.
to usse rakhsha sudrDh, hogi saton janm॥
127
chahe auronko nahin, rakh len vash mein jeebh.
shabd dosh se hon dukhi, yadi na vashi ho jeebh॥
128
ek baar bhi katuvchan, pahunchaye yadi kasht.
satkarmon ke suphal sab, ho jayenge nasht॥
129
ghaav laga jo aag se, sambhav hai bhar jaay.
chot lagi yadi jeebh ki, kabhi na moti jaay॥
130
krodh daman kar jo hua, panDit yami samarth.
dharm dev bhi johta, baat bhent ke arth॥

स्रोत :
पुस्तक : तिरुक्कुरल : भाग 1 - धर्म-कांड
रचनाकार : तिरुवल्लुवर
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.