राह में यदि क़दम डगमगाए जब
थोड़ा-सा रुक जाना
संभल के चलना तब
अनजानी राहों में आवाज़ दे अगर कोई
पलट कर पीछे देखना मत
पलट कर देखने वाले इतिहास बनाते हैं कब
राहों में यदि क़दम डगमगाए जब
साहस और हिम्मत से राहों में क़दम रख
और आगे बढ़े
हौसले बुलंद हो तो किस बात का डर
देर हो भले ही अँधेर नहीं होगी अब
इरादे नेक हैं मुश्किल अनेक हैं अब
मेहनत की है तुमने मंज़िल दूर नहीं होगी अब
राह में यदि क़दम डगमगाए जब थोड़ा-सा रुक जाना
संभल के चलना तब।
raah mein yadi qadam Dagmagaye jab
thoDa sa ruk jana
sambhal ke chalna tab
anjani rahon mein avaz de agar koi
palat kar pichhe dekhana mat
palat kar dekhne vale itihas banate hain kab
rahon mein yadi qadam Dagmagaye jab
sahas aur himmat se rahon mein qadam rakh
aur aage baDhe
hausale buland ho to kis baat ka Dar
der ho bhale hi andher nahin hogi ab
irade nek hain mushkil anek hain ab
mehnat ki hai tumne manzil door nahin hogi ab
raah mein yadi qadam Dagmagaye jab thoDa sa ruk jana
sambhal ke chalna tab.
raah mein yadi qadam Dagmagaye jab
thoDa sa ruk jana
sambhal ke chalna tab
anjani rahon mein avaz de agar koi
palat kar pichhe dekhana mat
palat kar dekhne vale itihas banate hain kab
rahon mein yadi qadam Dagmagaye jab
sahas aur himmat se rahon mein qadam rakh
aur aage baDhe
hausale buland ho to kis baat ka Dar
der ho bhale hi andher nahin hogi ab
irade nek hain mushkil anek hain ab
mehnat ki hai tumne manzil door nahin hogi ab
raah mein yadi qadam Dagmagaye jab thoDa sa ruk jana
sambhal ke chalna tab.
स्रोत :
रचनाकार : गीता खाती
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.