मीठी कविताएँ
मैंने जब-जब लिखीं
मैंने पाया कि मेरा अतिरिक्त वज़न कम हो रहा है।
ताज़े फूलों को
मैंने जब-जब सूँघा,
स्पर्श किया
मैंने पाया कि मैं आदिम होता जा रहा हूँ।
घर आए स्वर्णिम अन्न को
मैंने जब-जब दुलराया, बाँहों में भरा
मैंने पाया कि मैं ही दुनिया का सबसे धनी मनुष्य।
साहित्यिक किताबें
मैंने जब-जब पढ़ीं
मैंने पाया कि मैं निर्वाण की प्रक्रिया से गुज़र रहा हूँ।
तुमसे मुलाक़ात
मैंने जब-जब की, साथ चाय पी
मैंने पाया कि मैं विशेषण नहीं, एक क्रियापद हूँ।
दुनिया में कुछ कार्य ऐसे हैं
जिन्हें सायास करना चाहिए।
mithi kavitayen
mainne jab jab likhin
mainne paya ki mera atirikt vajan kam ho raha hai.
taje phulon ko
mainne jab jab sungha, sparsh kiya
mainne paya ki main aadim hota ja raha hoon.
ghar aaye svarnaim annon ko
mainne jab jab dulraya, bahon mein bhara
mainne paya ki main hi duniya ka sabse dhani manushya hoon.
sahityik kitaben
mainne jab jab paDhin
mainne paya ki main nirvan ki prakriya se guzar raha hoon.
tumse mulakat
mainne jab jab ki, saath chaay pi
mainne paya ki main visheshan nahin, ek kriyapad hoon.
duniya mein kuch kaary aise hain jinhen sayas karna chahiye.

स्रोत :
रचनाकार : प्रखर शर्मा
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.