कमल-सर के किनारे पर
गुलाबी शीत जीवन का
प्याजी रूप की उष्मा
कलाकारों की मिलती है।
कलाकारों को मिल जाता है अपनी शक्ति का संदेश
कमल के पास है जब तक
स्वजीवन के लिए पानी
तभी तक सूर्य पहुँचेगा
नवीनोन्लास और नव-हास लेकर नित्य इस द्वारे
कमल-सर के किनारे पर
कमल सर के किनारे पर
है यह संकेत पानी का—
कमल-हृद् में नहीं यदि शक्ति-कर्मठता का पानी टुक
प्रभाकर भी बचा सकता नहीं, ये प्राण ऐसे हैं
कमल-सर रूप जनता में है जब तक नीर निज बल का
खिलेगा दिन-ब-दिन जीवन
बदल जाएगा यह जीवन
न अपने पास ही सामर्थ्य तो औरों से क्या आशा!
कलाकारों को मिल जाता है अपनी शक्ति का संदेश
कमल-सर के किनारे पर।
कमल-सर के किनारे पर
जो है चहुँओर निर्धनता
न यह कुर्मों का फल है औ' न कोई भाग्य का अभिशाप
यह उस मंदिर की करनी है
खड़ा है जो नये लोहे औ' चाँदी के सहारे पर
है मंदिर एक, पर खंडहर दिखाई दे रहे चहुँओर
कमल-सर के किनारे पर।
कमल-सर के किनारे पर
नये व्रत की नई जगती में मेहनत के सितारे पर
ज्वारे काटते है जो
इधर पूँजी उगाएं जो
उधर जो हल चलाते हैं
सदा ही जूझते जाये हैं ये अति विकट पतझड़ से
यही बंजर सजाते है
हरे ऊसर इन्हीं से है
यही जल-थल बसाते हैं
कलाकारों का इनके साथ हो जाना ज़रूरी है
कला इनके लिए है ये कलाकारी का उद्गम है।
कला जो नित्य जीवन को बनाती आई है सुखमय
कला जो हर अँधेरे को उजाला करती आई है
बदल ही देगी ऋतु में कला उसको जो पतझड़ आज
कमल-सर के किनारे पर
अनोखा एक कंपन है
कमल के हर कलश-दल पर
बिना भूकंपही भूकंप-सा मालूम होता है
है सुपरिणाम संभवतः 'तिलंगाना' के लावे का
दबाया ही गया है जो
'तिभागा' का है यह परिणाम या 'बलिया' की ज्वाला का
इसी ज्वाला से नव आलोक या होने ही वाला है
लगीं पंजाब की भी द्वंद्व के संकेत पर आँखें
समय अब और ही होगा
कमल-सर के किनारे पर
है आवश्यक श्रमिकजन के लिए यक-प्राण हो जाए
सभी मिलकर उठें, संग्राम में हिल-मिल के सब जूझे
है मधुऋतु आ रही वह, आएगी संसार सारे पर
वसंत आएगी जो आई समरकंद पर, बुखारे पर
कमल-सर के किनारे पर
kamal sar ke kinare par
gulabi sheen jivan ka
pyaji roop ki ushma
kalakaron ki milti hai.
kalakaron ko mil jata hai apni shakti ka sandesh
kamal ke paas hai jab tak
svjivan ke liye pani
tabhi tak surya pahunchega
navinonlam aur nav haas lekar nity is dvare
kamal sar ke kinare par
kamal sar ke kinare par
hai ye sanket pani ka—
kamal hrid mae nahin yadi shakti karmathta ka pani tuk
prabhakar bhi bacha sakta nahin, ye paran aise hain
kamal sar roop janta mein hai jab tak neer nij bal ka
khilega din ba din jivan
badal jayega ye jivan
na apne paas hi samarthy to auron se kya asha!
kalakaron ko mil jata hai apni shakti ka sandesh
kamal sar ke kinare par.
kamal sar ke kinare par
jo hai chahuor nirdhanta
na ye kurmon ka phal hai au na koi bhagya ka abhishap
ye us mandir ki karni hai.
khaDa hai jo naye lohe au chandi ke sahare par
hai mandir ek, par khanDhar dikhai de rahe chahunor
kamal sar ke kinare par.
kamal sar ke kinare par
naye vart ki nai jagti mein mehnat ke sitare par
jvare katte hai jo
idhar punji ugayen jo
udhar jo hal chalate hain
sada hi jujhte jaye hain ye ati wicket patjhaD se
yahi banjar sajate hai
hare usar inhin se hai
yahi jal thal basate hain
kalakaron ka inke saath ho jana zaruri hai
kala inke liye hai ye kalakari ka udgam hai.
kala jo nity jivan ko banati i hai sukhmay
kala jo har andhere ko ujala karti i hai
badal hi degi ritu mein kala usko jo patjhaD aaj
kamal sar ke kinare par
anokha ek kanpan hai
kamal ke har kalash dal par
bina bhukamphi bhukamp sa malum hota hai
hai suparinam sambhvat tilangana ke lave ka
dabaya hi gaya hai jo
tibhaga ka hai ye parinaam ya baliya ki jvala ka
isi jvala se nav aalok ya hone hi vala hai
lagin pujab ki bhi dvandv ke sanket par ankhen
samay ab aur hi hoga
kamal sar ke kinare par. . .
hai avashyak shramikjan ke liye yaktyan ho jaye
sabhi milkar uthen, sangram mein hil mil ke sab jujhe
hai madhurtu aa rahi wo, ayegi sansar sare par
vasant ayegi jo i samarkand par, bukhare par

स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविता 1954-55 (पृष्ठ 457)
रचनाकार : बावा बलवंत
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.