जोशीमठ दरक रहा है
नहीं दरक रहा है जोशीमठ
दरक रही है मिट्टी की ताक़त
मिट्टी का वजूद
उपजाऊ मिट्टी के सीने पर
खड़े हैं कंक्रीट के जंगल
तीसरी दुनिया में निवेश के व्यापारी
न्यूयार्क में अपने गेहूँ के फ़ाॅर्महाउस से
विकास के स्थानीय कर्णधारों से बात करके
कर रहे हैं अट्टहास
दूसरी ओर उन्मुक्त पर्यटकों ने
रौंद दिया है पहाड़ों को
प्लास्टिक के कचरों से
दबा दी है पहाड़ों की साँसें
प्रकृति-विरुद्ध मानव-निर्माण
रेल, हाईवे और बाँध
और प्रकृति-विरुद्ध मानव-कर्म
उपजाऊ ज़मीनों की तरह
एक दिन लील जाएँगे सभी धाम
joshimath darak raha hai
nahin darak raha hai joshimath
darak rahi hai mitti ki taqat
mitti ka vajud
upjau mitti ke sine par
khaDe hain concrete ke jangal
tisri duniya mein nivesh ke vyapari
nyuyark mein apne genhu ke fayermhaus se
vikas ke asthaniya karndharon se batkar
kar rahen hain attahas
dusri or unmukt paryatkon ne
raund diya hai pahaDon ko
plastic ke kachron se
daba di hai pahaDon ki sanse
prakrti viruddh manav nirman
rail, highway aur baandh
aur prakrti viruddh manav karm
upjau jaminon ki tarah
ek din leel jayenge sabhi dhaam
joshimath darak raha hai
nahin darak raha hai joshimath
darak rahi hai mitti ki taqat
mitti ka vajud
upjau mitti ke sine par
khaDe hain concrete ke jangal
tisri duniya mein nivesh ke vyapari
nyuyark mein apne genhu ke fayermhaus se
vikas ke asthaniya karndharon se batkar
kar rahen hain attahas
dusri or unmukt paryatkon ne
raund diya hai pahaDon ko
plastic ke kachron se
daba di hai pahaDon ki sanse
prakrti viruddh manav nirman
rail, highway aur baandh
aur prakrti viruddh manav karm
upjau jaminon ki tarah
ek din leel jayenge sabhi dhaam
स्रोत :
रचनाकार : धीरेंद्र 'धवल'
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.