अपना प्राचीन इतिहास भूलकर हम कैसे सो रहे हैं? हम अपना
व्यर्थ ही नाश कर रहे हैं और उपहास के पात्र बन रहे हैं।
गंगा, यमुना, ताप्ती, वरुणा, सरयू, कृष्णा, भीमा, तरुणा आदि नदियों
का गंभीर नाद सुनकर, हाय, हृदय में करुणा उत्पन्न होती है। जल का
आगार समुद्र भी हमें शांत, उल्लासहीन दिखाई पड़ रहा है।
चंद्रमा से युक्त तारों की पंक्ति, बादलों की विशाल घनघोर घटा तथा
देव, नर, किन्नर और यक्ष सभी मस्तक उठाकर कह रहे हैं कि हे बुद्धिमानों,
देववाणी संस्कृत का इस तरह ह्रास मत करो!
देश दीन-हीन हो गया है, यह बात किसे कष्ट नहीं पहुँचाती? यह
हिमालय पर्वत सदा कहता रहता है कि रे लोगों, तैयार हो जाओ, इस
देववाणी संस्कृत का शीघ्र विकास करो!
पाश्चात्य शिक्षा-दीक्षा के प्रभाव, दासता के बढ़े हुए रोग तथा वियोग
के कारण लोगों का मन देववाणी के प्रति शिथिल पड़ गया है। इसलिए
अब भी प्राणपण से देववाणी की सुगंध को फैलाओ!
apna prachin itihas bhulkar hum kaise so rahe hain? hum apna
byarth hi naash kar rahe hain aur uphaas ke paatr ban rahe hain.
ganga, yamuna, tapti, varunaa, saryu, kirishna, bhima, taruna aadi nadiyon
ka gambhir naad sunkar, haay, hirdai mein karuna utpann hoti hai. jal ka
agar samudr bhi hamein shaant, ullashin dikhai paD raha hai.
chandarma se yukt taron ki pankti, badalon ki vishal ghanghor ghata tatha
dev, nar, kinnar aur yaksh sabhi mastak uthakar kah rahe hain ki he buddhimanon,
devavanai sanskrit ka is tarah hraas mat karo!
desh deen heen ho gaya hai, ye baat kise kasht nahin pahunchati? ye
himale parvat sada kahta rahta hai ki re logon, taiyar ho jao, is
devavanai sanskrit ka sheeghr vikas karo!
pashchaty shiksha diksha ke prabhav, dasta ke baDhe hue rog tatha viyog
ke karan logon ka man devavanai ke prati shithil paD gaya hai. isliye
ab bhi pranapan se devavanai ki sugandh ko phailao!

स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविता 1954-55 (पृष्ठ 715)
रचनाकार : रुद्रदेव त्रिपाठी
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.