फ़ुटपाथ में धँसे हुए बच्चे
भूख लिख नहीं सकते
भूख पढ़ नहीं सकते
पर नहीं छूटता इनका भूख से पीछा
ये अक्सर भूखे रहते हैं
और खा लेते हैं एक वक़्त की भूख
इन्हें यक़ीन नहीं
किसी सरकारी वादे में
या किसी बहुमत की सरकार में
इन्हें यक़ीन है तो
खाने के फेंके गए डिब्बों में
किसी कूड़े घर में
किसी दूसरे शहर में
खोदकर निकाल लिए जाते हैं
फ़ुटपाथों से पुराने पत्थर
बिछा दी जाती है
संगमरमर की नई परत
पर कभी,
कोई नहीं निकालता
फ़ुटपाथ में धँसे इन बच्चों को
फिर भी, इन्हें उम्मीद है
एक दिन
इस चमचमाते फ़ुटपाथ की तरह
वे भी सरकारी ख़ज़ाने में गिने जाएँगे।
footpath mein dhanse hue bachche—
footpath mein dhanse hue bachche
bhookh likh nahin sakte
bhookh paDh nahin sakte
par nahin chhutta inka bhu se pichha
ye aksar bhukhe rahte hain
aur kha lete hain ek vaक़t ki bhookh
inhen yaqin nahin
kisi sarkari vade men
ya kisi bahumat ki sarkar men
inhen yaqin hai to
khane ke phenke gaye Dibbon men
kisi kuDe ghar men
kisi dusre shahr men
khod kar nikal liye jate hain
phutpathon se purane patthar
bichha di jati hai sangmarmar ki nai parat
par kabhi,
koi nahin nikalta
footpath mein dhanse in bachchon ko
phir bhi, inhen ummid hai
ek din
is chamchamate footpath ki tarah
ve bhi sarkari khazane mein gine jayenge.
footpath mein dhanse hue bachche—
footpath mein dhanse hue bachche
bhookh likh nahin sakte
bhookh paDh nahin sakte
par nahin chhutta inka bhu se pichha
ye aksar bhukhe rahte hain
aur kha lete hain ek vaक़t ki bhookh
inhen yaqin nahin
kisi sarkari vade men
ya kisi bahumat ki sarkar men
inhen yaqin hai to
khane ke phenke gaye Dibbon men
kisi kuDe ghar men
kisi dusre shahr men
khod kar nikal liye jate hain
phutpathon se purane patthar
bichha di jati hai sangmarmar ki nai parat
par kabhi,
koi nahin nikalta
footpath mein dhanse in bachchon ko
phir bhi, inhen ummid hai
ek din
is chamchamate footpath ki tarah
ve bhi sarkari khazane mein gine jayenge.
स्रोत :
रचनाकार : पंकज विश्वजीत
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.