घट-पट आदि कटु वचनों के जाल में बार-बार नाचते हुए,
'डे-ङसिङस्' (व्याकरण की विभक्तियाँ) आदि वचनों के झमेले से उन्मत्त होते
हुए तथा कौए की तरह ज़ोर-ज़ोर से कर्कश ध्वनि में रटते हुए मैं, हे अच्युत,
आपके दोनों चरण-कमलों को भूल गया।
ग्वालों के घरों में मथनी, जड़ शरीर होने पर भी, अपना लाभ
सम्पादित करके प्रशंसनीय बनती है, क्योंकि उसे भगवान् ने दूध-दही के
बरतनों को तोड़ने के लिए स्वयं अपने हाथ से उठाया था।
विभक्ति-ज्ञान से रहित मैं न क्रिया जानता हूँ और न कर्म ही जानता
हूँ, फिर कर्ता को कैसे जान सकता हूँ!
हे कृष्ण, तुम स्वयं मेरे सामने आकर अपनी कृपा मुझ पर दिखाओ।
काला बादल याचक के प्रयास को जाने बिना भी स्वयमेव वर्षा
करता है।
गाढ़े अँधेरे से ढके मेरे हृदय को देखकर, हे भगवन् , यदि तुम मेरी
उपेक्षा कर रहे हो तो उससे मेरी कोई हानि नहीं होगी, किंतु हे कृष्ण,
तुम्हारी संसार में जो सर्वव्यापिनी कीर्ति है, वह क्षीण हो जाएगी।
यह कामदेव आपका पुत्र है, ऐसा मन में सोचकर मैंने विनयपूर्वक उसे
हृदय में स्थापित किया और उसका बड़ा सम्मान किया, किंतु वह मेरे सारे
गुण-समूह को बलपूर्वक बाहर निकालकर स्वयं राज्य करने लगा और उसने
मुझे अपना आज्ञाकारी सेवक बना लिया।
पुराण-समुदाय कहते हैं कि आप क्षीरसागर के बीच शयन करते हैं,
किंतु कहाँ है वह क्षीरसमुद्र और कहाँ हैं दया के समुद्र आप! संसार-समुद्र
में डूबा मैं कुछ नहीं जानता।
अच्युत नाम से पुकारे जाने वाले आपको मैं जान गया हूँ। आपका
यह नाम सार्थक हो गया है, क्योंकि मेरे ज़ोर-ज़ोर से पुकारने पर भी आप
अपने स्थान से ज़रा भी नहीं हुए।
आपकी कौमोदकी गदा रोगकारिणी है, यह समझकर मेरा हृदय
भयभीत था, किंतु वही संसार की पीड़ा को दूर करके आनंद देती हुई
‘कौमोदकी’ (पृथ्वी को आनंदित करने वाली) नाम सार्थक कर रही है।
लक्ष्मीपति (विष्णु) के चरणों में प्रणाम करना चाहिए, इसलिए मैं
लक्ष्मी-संपन्नों (धनिकों) के चरणों में प्रणाम कर बैठा। इस तरह मुझ नचैये
से यह भूल हो गई। हे कृपासिंधु, हे नाथ, उसे आप दया करके क्षमा कर दें।
ghat pat aadi katu wachnon ke jal mein bar bar nachte hue,
De ngasingas (wyakaran ki wibhaktiyan) aadi wachnon ke jhamele se unmatt hote
hue tatha kaue ki tarah zor zor se karkash dhwani mein ratte hue main, he achyut,
apke donon charn kamlon ko bhool gaya
gwalon ke gharon mein mathni, jaD sharir hone par bhi, apna labh
sampadit karke prshansniy banti hai, kyonki use bhagwan ne doodh dahi ke
baratnon ko toDne ke liye swayan apne hath se uthaya tha
wibhakti gyan se rahit mein na kriya janta hoon aur na karm hi janta
hoon, phir karta ko kaise jaan sakta hoon!
he krishn, tum swayan mere samne aakar apni kripa mujh par dikhao
kala badal yachak ke prayas ko jane bina bhi swaymew warsha
karta hai
gaDhe andhere se Dhake mere hirdai ko dekhkar, he bhagwan , yadi tum meri
upeksha kar rahe ho to usse meri koi hani nahin hogi, kintu he krishn,
tumhari sansar mein jo sarwawyapini kirti hai, wo kshain ho jayegi
ye kamdew aapka putr hai, aisa man mein sochkar mainne winaypurwak use
hirdai mein sthapit kiya aur uska baDa samman kiya, kintu wo mere sare
gun samuh ko balpurwak bahar nikalkar swayan rajy karne laga aur usne
mujhe apna agyakari sewak bana liya
puran samuday kahte hain ki aap kshairasagar ke beech shayan karte hain,
kintu kahan hai wo kshirasmudr aur kahan hain daya ke samudr aap! sansar samudr
mein Duba main kuch nahin janta
achyut nam se pukare jane wale aapko main jaan gaya hoon aapka
ye nam sarthak ho gaya hai, kyonki mere zor zor se pukarne par mi aap
apne sthan se zara mi chyut nahin hue
apaki kaumodaki gada rogkarini hai, ye samajhkar mera hirdai
bhaybhit tha, kintu wahi sansar ki piDa ko door karke anand deti hui
‘kaumodaki’ (prithwi ko anandit karnewali) nam sarthak kar rahi hai
lakshmipati (wishnu) ke charnon mein parnam karna chahiye, isliye main
lakshmi sampannon (dhanikon) ke charnon mein parnam kar baitha is tarah mujh nachaiye
se ye bhool ho gai he kripasindhu, he nath, use aap daya karke kshama kar den

स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविता 1953 (पृष्ठ 547)
रचनाकार : के. एल. व्यासराय शास्त्री
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 1956
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.