लुट रहा है घर में अपने बेसहारा आदमी
इक खिलौना बन गया क़िस्मत का मारा आदमी।
हाशिए पर आदमी है, वहशियत की सुर्ख़ियाँ
सारी दुनिया एक मेला और तमाशा आदमी।
उम्र के बाज़ार में क्या-क्या दुकानें थी सजीं
शाम तक उठ जाएँगी ये जानता था आदमी।
नाव जब डूबी किनारा आ चुका था सामने
मौसम के मिज़ाज से बेख़बर था आदमी।
जब ख़ुदा की जुस्तजू की, राज ये ज़ाहिर हुआ
इब्तिदा-ए-इश्क़ की है इंतिहा ये आदमी।
सो गया ये सोचकर मंज़िल मिलेगी सुबह तक
जब उठा ख़ुद का पता पा सका ना आदमी।
इंसानियत के चेहरे पे बदनुमा जो दाग़ हैं
सच कहूँ तो दोस्तो उनकी वजह है आदमी।
हादसों के ज़िक्र से हैं भरे अख़बार सब
दर हक़ीक़त सबसे बड़ा हादसा है आदमी।
करके तौबा हम उठे थे मैक़दे से रात को
उल्टे पाँव लौट पड़े बाहर जो देखा आदमी।
lut raha hai ghar mein apne besahara adami
ik khilauna ban gaya qimat ka mara adami
hashiye par adami hai, wahashiyat ki surkhiyan
sari duniya ek mela aur tamasha adami
umr ke bazar mein kya kya dukanen thi sajin
sham tak uth jayengi ye janta tha adami
naw jab Dubi kinara aa chuka tha samne
mausam ke mizaj se beख़bar tha adami
jab khuda ki justaju ki, raj ye zahir hua
ibtida e ishq ki hai intiha ye adami
so gaya ye sochkar manzil milegi subah tak
jab utha khu ka pata pa saka na adami
insaniyat ke chehre pe badnuma jo dagh hain
sach kahun to dosto unki wajah hai adami
hadson ke zikr se hain bhare akhbar sab
dar haqiqat sabse baDa hadasa hai adami
karke tauba hum uthe the maiqde se raat ko
ulte panw laut paDe bahar jo dekha adami

स्रोत :
पुस्तक : हाशिए पर आदमी (पृष्ठ 75)
रचनाकार : अजीत रायज़ादा
प्रकाशन : परिमल प्रकाशन
संस्करण : 1991
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.