कहाँ हो तुम
परंपरागत ग्रामगीतों में वर्णित बाला—
यमुनावती, सरस्वती अथवा सती ककावती,
बगल में दबाए वक्र किरणों का कलश
चली जा रही गान गाती
चौलाई के पौधे की कनिष्ठा उँगली की
डोलती छाया जल में।
काल का चर तरुहीन सुनसान मैदान में
व्यंगपूर्वक बनाता घर
और फिर उस बालू की नगरी को
तोड़ देता शिशु सुलभ कौतुक से
मिर्च के पौधे पर रविवार की
लालिमा चमचम करती
अब सिर्फ़ क्रुद्ध दिन
आकाश में उठा रहा अपनी बाँकी संगीन,
वृष्टि पड़ती मन ही मन के
धूसर छाया-घर में
कहाँ चली गई तुम लज्जावती वधू!
वकुल तले अंधकार
अपरिचित काल की पालकी के रुद्ध द्वार पर
दिगंत का हृदय करता धू-धू।
kahan ho tum
paranpragat gramgiton mein varnait bala—
yamunavti, sarasvati athva sati kakavti,
bagal mein dabaye va kirnon ka kalash
chali ja rahi gaan gati॥
chaulai ke paudhe ki kanishtha ungli ki
Dolti chhaya jal mein.
kaal ka char taruhin sunsan maidan mein
vyangpurvak banata ghar
aur phir us balu ki nagri ko
toD deta shishu sulabh kautuk se॥
mirch ke paudhe par ravivar ki
lalima chamcham karti
ab sirf kruddh din
akash mein utha raha apni banki sangin,
vrishti paDti man hi man ke
dhusar chhaya ghar mein.
kahan chali gai tum lajjavati baghu!
vakul tale andhkar
aprichit kaal ki palaki ke ruddh dvaar par
digant ka hirdai karta dhu dhoo॥
kahan ho tum
paranpragat gramgiton mein varnait bala—
yamunavti, sarasvati athva sati kakavti,
bagal mein dabaye va kirnon ka kalash
chali ja rahi gaan gati॥
chaulai ke paudhe ki kanishtha ungli ki
Dolti chhaya jal mein.
kaal ka char taruhin sunsan maidan mein
vyangpurvak banata ghar
aur phir us balu ki nagri ko
toD deta shishu sulabh kautuk se॥
mirch ke paudhe par ravivar ki
lalima chamcham karti
ab sirf kruddh din
akash mein utha raha apni banki sangin,
vrishti paDti man hi man ke
dhusar chhaya ghar mein.
kahan chali gai tum lajjavati baghu!
vakul tale andhkar
aprichit kaal ki palaki ke ruddh dvaar par
digant ka hirdai karta dhu dhoo॥
स्रोत :
पुस्तक : भारतीय कविता 1954-55 (पृष्ठ 495)
रचनाकार : आनंद बागची
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.