चिड़िया आदमियों की तरह नहीं होती। आदमी चिड़िया की तरह नहीं। चिड़िया ताश खेलना नहीं जानती। चिड़िया ने बीड़ी और सिगरेट की कश कभी नहीं ली। चिड़िया कभी सिनेमाघर के भीतर नहीं गई। आदमी अक्सर फ़िल्में देखने जाते हैं और अक्सर कोई फ़िल्मी गाना गाते रहते हैं। मैंने ख़ुद से और कई बार कई अनुभवी लोगों से पूछा कि क्या कोई चिड़िया भी कभी उनके साथ सिनेमा देखने गई। अपनी पुरानी याद खुजाने के बाद उन्हें ऐसा कोई वाक़या नहीं याद आया। बस इतना ही कि जब आदमी दफ़्तरों में होते, ट्रेन, बसों या कारों में सवार होते। घरों में होते, सिनेमाघरों में फ़िल्मी कहानी में डूबते-उतराने रहते, चिड़िया आदमी के आस-पास... होती।
आदमी और चिड़िया में कोई एक फ़र्क़ नहीं होता। आदमी कई बार बहुत कम बोल कर भी चिड़िया से कई गुना ज़्यादा बोलते। गप-शप करते और खाते-पीते रहते। कुछ और नहीं कहते तो यही कहते कि खाते-पीते रहना चाहिए। चिड़िया सिर्फ़ इतना खाती कि उड़ सके।
चिड़िया को हर रोज़ उड़ कर आना है। हर रोज़ उड़ कर जाना है। आदमी के पास चौबीस घंटे का वक़्त है और कई घड़ियाँ। चिड़िया के पास कोई घड़ी नहीं। और कम वक़्त। वह बहुत कम खाती और कम में बोलती है। तमाम ख़तरे उठा कर चिड़िया की जान आसमान में सीना तानकर उड़ती है।
अभी इस वक़्त हमारे आस-पास कोई चिड़िया है। जिसने दो दाने चुग लिए बस... कोई दो बात भर बोलेगी बस... फिर उड़ जाएगी...
सुनिए, चिड़िया बोल रही है...
ती-ती वित्त... ती-ती वित्त...
chiDiya adamiyon ki tarah nahin hoti adami chiDiya ki tarah nahin chiDiya tash khelna nahin janti chiDiya ne biDi aur cigarette ki kash kabhi nahin li chiDiya kabhi sinemaghar ke bhitar nahin gai adami aksar filmen dekhne jate hain aur aksar koi filmi gana gate rahte hain mainne khu se aur kai bar kai anubhwi logon se puchha ki kya koi chiDiya bhi kabhi unke sath cinema dekhne gai apni purani yaad khujane ke baad unhen aisa koi waqya nahin yaad aaya bus itna hi ki jab adami daftron mein hote, train, bason ya karon mein sawar hote gharon mein hote, sinemaghron mein filmi kahani mein Dubte utrane rahte, chiDiya adami ke aas pas hoti
adami aur chiDiya mein koi ek farq nahin hota adami kai bar bahut kam bol kar bhi chiDiya se kai guna zyada bolte gap shap karte aur khate pite rahte kuch aur nahin kahte to yahi kahte ki khate pite rahna chahiye chiDiya sirf itna khati ki uD sake
chiDiya ko har roz uD kar aana hai har roz uD kar jana hai adami ke pas chaubis ghante ka waqt hai aur kai ghaDiyan chiDiya ke pas koi ghaDi nahin aur kam waqt wo bahut kam khati aur kam mein bolti hai tamam khatre utha kar chiDiya ki jaan asman mein sina tankar uDti hai
abhi is waqt hamare aas pas koi chiDiya hai jisne do dane chug liye bus koi do baat bhar bolegi bus phir uD jayegi
suniye, chiDiya bol rahi hai
ti ti witt ti ti witt

हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।