आज़ाद हिंद फ़ौज है तैयार हो गई,
क़ायम स्वतंत्र अपनी है सरकार हो गई;
दुनिया हमारी आज है ग़मख़्वार हो गई,
कश्ती किनारे आ ही लगी-पार हो गई;
अब सिर्फ चार हाथ लगाने की देर है!
तुम शेर हो दिलेर हो दुश्मन भी ज़ेर है!
तुमको पुकारती हैं हिमालय की चोटियाँ,
रोती ग़मे ग़ुलामी से हैं सारी नदियाँ;
उठता जिगर से फ़िलअए-दिल्ली के है धुवाँ,
क़ुरबान तुम पै हिंद के लाखों हैं नौजवाँ;
तुम ख़ुद हो एक-एक बहुत लाख-लाख को!
हाँ, तेग के धनी हो न खोओगे साख को!
चालीस कोटि बंधु न दबके रहेंगे हम,
दरिया को पाट देंगे जो मिलके बहेंगे हम;
हों एक तो किसी के सितम क्यों सहेंगे हम,
'जाँ देके भी ये सौदा है सस्ता' कहेंगे हम;
ग़ैरों का अब निशान वतन में न छोड़ेंगे!
जैसे भी हो, ग़ुलामी की जंज़ीर तोड़ेंगे!
भाई हो और किससे कहें अपने घर की बात,
सच कहने में नहीं है किसी को भी डर की बात;
क्या माल है करेंगे न हम मालोज़र की बात;
मोड़ो न मुँह जी आपड़े जानो जिगर की बात;
सर दो वतन को फ़र्ज़ मुहब्बत अदा करो!
आज़ादी चाहते हो तो क़ीमत अदा करो!
azad hind fauj hai taiyar ho gai,
qayam swtantr apni hai sarkar ho gai;
duniya hamari aaj hai ghamakhwar ho gai,
kashti kinare aa hi lagi par ho gai;
ab sirph chaar hath lagane ki der hai!
tum sher ho diler ho dushman bhi zer hai!
tumko pukarti hain himale ki chotiyan,
roti ghame ghulami se hain sari nadiyan;
uthta jigar se filaye dilli ke hai dhuwan,
qurban tum pai hind ke lakhon hain naujawan;
tum khu ho ek ek bahut lakh lakh ko!
han, teg ke dhani ho na khooge sakh ko!
chalis koti bandhu na dabke rahenge hum,
dariya ko pat denge jo milke bahenge ham;
hon ek to kisi ke sitam kyon sahenge hum,
jaan deke bhi ye sauda hai sasta kahenge ham;
ghairon ka ab nishan watan mein na chhoDenge!
jaise bhi ho, ghulami ki janzir toDenge!
bhai ho aur kisse kahen apne ghar ki baat,
sach kahne mein nahin hai kisi ko bhi Dar ki baat;
kya mal hai karenge na hum malozar ki baat;
moDo na munh ji apDe jano jigar ki baat;
sar do watan ko farz muhabbat ada karo!
azadi chahte ho to qimat ada karo!

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.