औरतों के लिए
हमेशा घटी रहती हैं, सिर्फ़ दो-तीन चीज़ें।
उन्हें हमेशा सिर्फ़ दो-तीन चीज़ें चाहिए।
औरतों को नहीं चाहिए बहुत सारी चीज़ें
उन्हें यह पृथ्वी और स्वर्ग-नरक नहीं चाहिए
नरक के बारे में तो सोचती भी नहीं औरतें
नरक में रहते हुए भी।
वे सिर्फ़ दो-तीन चीज़ों को जुटाती हुईं
एक स्वर्ग के निर्माण में
लीन रहती हैं हमेशा
बस उन्हें चाहिए सिर्फ़ और दो-तीन चीज़ें।
aurton ke liye
hamesha ghati rahti hain, sirf do teen chizen
unhen hamesha sirf do teen chizen chahiye
aurton ko nahin chahiye bahut sari chizen
unhen ye prithwi aur swarg narak nahin chahiye
narak ke bare mein to sochti bhi nahin aurten
narak mein rahte hue bhi
we sirf do teen chizon ko jutati huin
ek swarg ke nirman mein
leen rahti hain hamesha
bus unhen chahiye sirf aur do teen chizen

स्रोत :
पुस्तक : दसों दिशाओं में (पृष्ठ 72)
रचनाकार : नवल शुक्ल
प्रकाशन : आधार प्रकाशन
संस्करण : 1992
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.