माँ की आँखें नम थीं
पिता ने एक बार फिर से
माँ को औरत होने का एहसास करवाया है
पिता जिनके कमज़ोर शरीर का भार
टिका है माँ के कंधे पर
फिर भी पिता,
पिता है
और माँ...
पिता उतने भी निष्ठुर नहीं थे
जितना कि पितृसत्ता ने ढाल दिया है उन्हें
उन्हें प्यार था माँ से
वे चूमते थे माँ को
उसके माथे को छूते थे
जब वह ज्वर से पीड़ित होती
ख़याल था उन्हें माँ का
फिर भी पिता
पिता थे
मैंने हमेशा ही माँ का आँचल ढूँढ़ा
जहाँ अथाह प्रेम और करुणा थी
निस्वार्थ, निश्चल और
अहम से कोसों दूर।
maan ki ankhen nam theen
pita ne ek baar phir se
maan ko aurat hone ka ehsaas karvaya hai
pita
jinke kamzor sharir ka bhaar
tika hai maan ke kandhe par
phir bhi pita,
pita hai
aur maan. . .
pita utne bhi nishthur nahin the
jitna ki pitrsatta ne Dhaal diya hai unhen
unhen pyaar tha maan se
ve chumte the maan ko
uske mathe ko chhute the
jab wo jvar se piDit hoti
khyaal tha unhen maan ke jane ka bhi
phir bhi pita
pita the
mainne hamesha hi maan ka anchal DhunDha
jahan athah prem aur karuna thi
nisvarth, nishchal aur
aham se koson door.
maan ki ankhen nam theen
pita ne ek baar phir se
maan ko aurat hone ka ehsaas karvaya hai
pita
jinke kamzor sharir ka bhaar
tika hai maan ke kandhe par
phir bhi pita,
pita hai
aur maan. . .
pita utne bhi nishthur nahin the
jitna ki pitrsatta ne Dhaal diya hai unhen
unhen pyaar tha maan se
ve chumte the maan ko
uske mathe ko chhute the
jab wo jvar se piDit hoti
khyaal tha unhen maan ke jane ka bhi
phir bhi pita
pita the
mainne hamesha hi maan ka anchal DhunDha
jahan athah prem aur karuna thi
nisvarth, nishchal aur
aham se koson door.
स्रोत :
रचनाकार : वंदना पराशर
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.