मेरी प्रिय विहंगिनी एक बार गाओ।
तुम्हारी अमृतमयी वाणी सुनकर मेरा हृदय शांति से परिपूर्ण हो उठता है।
ललित मधुर स्वर से हे जीवन-तोषिणी गाओ—मेरी प्रिय विहंगिनी—एक बार गाओ॥
जिस स्वर से वन के हिरण मुग्ध हो उठते हैं वैसी ही गीत की लहरें उठाकर मनमुक्त स्वर में गाओ।
तुम्हारा गीत सुनकर मेरे प्राणों को शांति मिले। गाओ मेरी प्रिय विहंगिनी—एक बार गाओ॥
हे वन विहंगिनी सौंदर्य की खान प्रकृति की लीलाभूमि के गंभीर निर्जन वन में,
आनंदोल्लास से वृक्षों की डालियों पर तुम घूमती फिरती हो।
गाओ मेरी प्रिय विहंगिनी—एक बार गाओ॥
कंठ में छत्तीस रागिनियों का समन्वय कर प्यारी विहंगिनी—
तुमने कानन, भूमि, गिरि-गुफा उपवन सिंधु तरंगिनी—
आदि सबको मोहित कर डाला है, अत:
गाओ—मेरी प्रिय
विहंगिनी—एक बार गाओ॥
हे विहंगिनी—क्या तुम्हें स्मरण है कि यमुना तट पर कदंब,
वृक्ष पर बैठकर अपने परचम स्वर में तुमने ब्रजांगनाओं
को प्रेमोत्मादिनी बना डाला है।
गाओ मेरी प्रिय विहंगिनी—उसी स्वर से एक बार गाओ॥
हृदय के प्रति स्तर में शैशव की कथाएँ समाई हुई हैं।
तुम्हारे मधुर गीत ने अतीत स्मृति को जगाकर मानस सरोवर में
आशा-कुमुदिनी को विकसित कर दिया है।
गाओ—मरी प्रिय विहंगिनी—एक बार गाओ॥
मर्त्यवासी मानव को शांति प्रदान करने के लिए विधाता ने
तुम्हारे कंठ में अमृत भरकर,
स्वर्गीय दूत के वश से तुम्हें अपनी—प्रियनिधि बना भेजा है।
गाओ—मेरी प्रिय विहंगिनी—एक बार गाओ॥
हे मानस मोहिनी तुम सरला विहग हो, तुम्हारे गीत सुनकर
मैं मग्न हो जाता हूँ और तल्लीन होकर कुछ गुनगुनाता रहता हूँ—
गाओ—हे प्रिय विहंगिनी—एक बार कोमल स्वर से गाओ॥
संसार की ज्वाला से शरीर जर्जरित हो रहा है।
वीणा की मधुर रागिणी से मुझे सांत्वना नहीं मिल पाती।
तुम्हारे अस्फुट गीत से मृत संजीवनी फूँक दो।
गाओ—हे प्रिय विहंगिनी—मुझे हताश न करो॥
तुम शांति का भंडार हो—न तुम्हारा छोटा-सा हृदय थकावट ही जानता है—
और न उस दुखी की अनुभूति ही होती है, चूँकि तुम फलों का मधु पीते हुए,
बाग़-बग़ीचों में घूमती फिरती हो।
अत: गाओ—हे प्रिय विहंगिनी—एक बार गाओ॥
प्रियतमे, बताओ कुंज-कुंज में कितने ही रूपों में
किस प्रेमी की प्रशंसा में मिलन-गीत गाती हो—हे मधुरभाषिणी, गाओ—
मेरी प्रिय विहंगिनी—फिर से एक बार गाओ॥
वह ज्ञान-विकासिनी शक्ति मुझे कहाँ से मिलेगी? तुम्हारा
ह्रदय प्रेमरस से परिपूर्ण है। हे विरहिणी, तुम विभु की महिमा
वन-वन में घूम-घूमकर गा रही हो—गाओ एक बार मेरी प्रिय
विहंगिनी गाओ॥
तुम विहंगिनी नहीं हो, बताओ किसकी प्रेमाधीना हो,
किसने तुम्हें अमृत का भार ढोने वाली बनाया है। गाओ—हे प्रिय विहंगिनी—
मुझे उन्हें दिखा दो॥
हे पक्षी, एक बार इस अभागे की बात सुन लो—मुझे
पार्थिव सुख नहीं चाहिए, उनके अभाव से मन में भी मैं दुख का
अनुभव नहीं करूँगा। जहाँ सदा प्रेम की मंदाकिनी
प्रवाहित हो रही हो—वहाँ तक मैं तुम्हारे साथ उड़ चलूँगा॥
meri priy vihangini ekbaar gao.
tumhari amrtamyi bani sunkar mera hirdai shanti se paripurn ho uthta hai.
sahit madhur svar se he jivan toshini gao—meri priy vihangini—ek baar gao॥
jis svar se van ke hirn mugdh ho uthte hain vaisi hi geet ki lahren uthakar manmukt svar mein gao.
tumhara mere prana ko shanti mile. gao meri priy vihangini—ek baar gao॥
he van vihangini saundarya ki khaan prakrti ki lilabhumi ke gambhir nirjan van mein,
aamdo vrikshon ki Daliyon par tum ghumti phirti ho.
gao meri priy vihangini—ek baar gao॥
kanth mein chhattis raginiyon ka samanvay kar pyari vihangini—
tuman kaman, bhumi, girigupha upvan sindhu tarangini—
aadi sabko mohit kar Dala hai atah
gao—meri priy
vihangini—ek baar gao॥
he vihangini—kya tumhein smarn hai ki yamuna tat par kadamb,
vriksh par baithkar apne parcham svar mein tumne brjangnaon ka premotmadini bana Dala hai.
gao meri priy vihangini—usi svar se ek baar gao॥
hirdai ke prati star mein shaishav ki kathayen samai hui hain.
tumhare madhur geet ne atit smriti ko jagakar manas sarovar mein
aadha kumudini ko viksit kar diya hai.
gao—mari priy vihangini—ek baar gao॥
martyvasi manav ko shanti pradan karne ke liye vidhata ne tumhare kanth mein amrit bharkar,
saurgiyah doot ke vadh se tumhein apni—priynidhi bana bheja hai.
gao—meri priy vihangini—ek baar gao॥
he manas mohiani tum suram vihag ho tumhare geet sunkar mein magn ho jata hoon.
aur tallin hokar kuch gungunata rahta hoon.
gao—he priy vihangini—ek baar komal svar se gao॥
sansar ki jvala se sharir jarzrit ho raha hai.
vina ki madhur ragini se mujhe santvana nahin mil pati.
tumhare asphut geet se mrit sanjivani phoonk do.
gao—he priy vihangini—mujhe hatash na karo॥
tum shanti ka bhanDar ho—n tumhara chhota sa hirdai thakavat hi janta hai—
aur na us dukhi ki anubhuti hi hoti hai chunki tum phalon ka madhu pite hue,
baagh baghichon mein ghumti phirti ho.
atah gao—he priy vihangini—ek baar gao॥

स्रोत :
पुस्तक : कवि-श्री माला (पृष्ठ 53)
रचनाकार : कवि के साथ संपादक-अनुवादक परेश चंद्र शर्मा और लोकनाथ मराली
प्रकाशन : राष्ट्रभाषा प्रचार समिति, वर्धा
संस्करण : 1962
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.