रोज़ मैं देखती हूँ आईना
मेरी छोटी-छोटी आँखें
कुछ नया नहीं कहतीं
वे ही छोटी-छोटी आँखें
वे ही रूखे बाल
वे ही होंठ
वे ही दाँत
उसके चेहरे में नहीं है
कुछ भी नफ़रत करने जैसा
ध्यानस्थ मुनि की शांति
दयालु की करुणा की आभा
सावित्री का दृढ़ निश्चय
यह सब
मेरे लिए बहुत जाना-पहचाना है
हवा की तरह हिलती
प्रेम की कौंध
वात्सल्य की मिठास
दूध की तरह बहती
जड़ों से उखड़े झंझावात की तरह
बिखरे विचार
ये सब
इसके स्वरूप हैं
मैं रोज़ आईना देखती हूँ
वे ही छोटी-छोटी आँखें
वे ही रूखे बाल
वे ही होंठ, जो भौंकते नहीं
वे ही दाँत, जो काटते नहीं
वे ही ज़ंजीरें...
उसके चेहरे में नहीं है
कुछ भी नफ़रत करने जैसा।
roz main dekhti hoon aina
meri chhoti chhoti ankhen
kuch naya nahin kahtin
we hi chhoti chhoti ankhen
we hi rukhe baal
we hi honth
we hi dant
uske chehre mein nahin hai
kuch bhi nafar karne jaisa
dhyanasth muni ki shanti
dayalu ki karuna ki aabha
sawitri ka driDh nishchay
ye sab
mere liye bahut jana pahchana hai
hawa ki tarah hilti
prem ki kaundh
watsaly ki mithas
doodh ki tarah bahti
jaDon se ukhDe jhanjhawat ki tarah
bikhre wichar
ye sab
iske swarup hain
main roz aina dekhti hoon
we hi chhoti chhoti ankhen
we hi rukhe baal
we hi honth, jo bhaunkte nahin
we hi dant, jo katte nahin
we hi zanjiren
uske chehre mein nahin hai
kuch bhi nafar karne jaisa
roz main dekhti hoon aina
meri chhoti chhoti ankhen
kuch naya nahin kahtin
we hi chhoti chhoti ankhen
we hi rukhe baal
we hi honth
we hi dant
uske chehre mein nahin hai
kuch bhi nafar karne jaisa
dhyanasth muni ki shanti
dayalu ki karuna ki aabha
sawitri ka driDh nishchay
ye sab
mere liye bahut jana pahchana hai
hawa ki tarah hilti
prem ki kaundh
watsaly ki mithas
doodh ki tarah bahti
jaDon se ukhDe jhanjhawat ki tarah
bikhre wichar
ye sab
iske swarup hain
main roz aina dekhti hoon
we hi chhoti chhoti ankhen
we hi rukhe baal
we hi honth, jo bhaunkte nahin
we hi dant, jo katte nahin
we hi zanjiren
uske chehre mein nahin hai
kuch bhi nafar karne jaisa
स्रोत :
पुस्तक : शब्द सेतु (दस भारतीय कवि) (पृष्ठ 105)
संपादक : गिरधर राठी
रचनाकार : कवयित्री के साथ अनुवादक के. सच्चिदानंदन, राजेंद्र धोड़पकर
प्रकाशन : साहित्य अकादेमी
संस्करण : 1994
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.