प्रस्तुत पाठ एनसीईआरटी की कक्षा दूसरी के पाठ्यक्रम में शामिल है।
सोमारू और कमली जंगल घूमने गए। लौटते समय उन्हें ज़ोर की भूख लगी। उन्हें एक गाय दिखी। कमली ने गाय से कहा, “ज़रा-सा दूध दे दो तो भूख मिटे।” गाय बोली, “मेरे खाने को घास ही नहीं है। मुझे हरी-हरी घास खिलाओ तो मैं दूध दूँ।”
कमली और सोमारू चले घास लाने। पर घास तो सूखकर पीली हो गई थी। घास ने कहा, “मुझे पानी दो तो मैं खाने लायक बनूँ।”
कमली और सोमारू चले पानी लाने पर नदी तो सूखी हुई पड़ी थी। नदी ने कहा, “बरसात हो तो मुझे पानी मिले।”
कमली और सोमारू चले बादल लाने। पर बादल तो बिन बरसे टँगे थे। बादल बोले, “मेंढक टर्र-टर्र बोले तब तो हम बरसें।”
कमली और सोमारू चले मेंढक के पास। मेंढक बोले, “हम बाहर निकलते हैं तो बच्चे हमें पत्थर मारते हैं।” दोनों बोले, “जो हुआ उसके लिए माफ़ करो। अब से तुम्हें कोई पत्थर नहीं मारेगा।”
मेंढक मान गए और टर्र-टर्र करने लगे। टर्र-टर्र सुनकर बादल आए और झूमकर बरसे। नदी में पानी बहने लगा।
कमली और सोमारू ने नदी से पानी लाकर घास को दिया। घास हरी हो गई। दोनों घास लेकर गाय के पास गए। गाय ने घास खाकर दूध दिया। कमली और सोमारू ने दूध पीकर अपने घर की राह ली।
somaru aur kamli jangal ghumne ge. lautte samay unhen zor ki bhookh lagi. unhen ek gaay dikhi. kamli ne gaay se kaha, “zara sa doodh de do to bhookh mite. ” gaay boli, “mere khane ko ghaas hi nahin hai. mujhe hari hari ghaas khilao to main doodh doon. ”
kamli aur somaru chale ghaas lane. par ghaas to sukhkar pili ho gai thi. ghaas ne kaha, “mujhe pani do to main khane layak banun. ”
kamli aur somaru chale pani lane par nadi to sukhi hui paDi thi. nadi ne kaha, “barsat ho to mujhe pani mile. ”
kamli aur somaru chale badal lane. par badal to bin barse tange the. badal bole, “menDhak tarr tarr bole tab to hum barsen. ”
kamli aur somaru chale menDhak ke paas. menDhak bole, “ham bahar nikalte hain to bachche hamein patthar marte hain. ” donon bole, “jo hua uske liye maaf karo. ab se tumhein koi patthar nahin marega. ”
menDhak maan ge aur tarr tarr karne lage. tarr tarr sunkar badal aaye aur jhumkar barse. nadi mein pani bahne laga.
kamli aur somaru ne nadi se pani lakar ghaas ko diya. ghaas hari ho gai. donon ghaas lekar gaay ke paas ge. gaay ne ghaas khakar doodh diya. kamli aur somaru ne doodh pikar apne ghar ki raah li.

हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों का व्यापक शब्दकोश : हिन्दवी डिक्शनरी
‘हिन्दवी डिक्शनरी’ हिंदी और हिंदी क्षेत्र की भाषाओं-बोलियों के शब्दों का व्यापक संग्रह है। इसमें अंगिका, अवधी, कन्नौजी, कुमाउँनी, गढ़वाली, बघेली, बज्जिका, बुंदेली, ब्रज, भोजपुरी, मगही, मैथिली और मालवी शामिल हैं। इस शब्दकोश में शब्दों के विस्तृत अर्थ, पर्यायवाची, विलोम, कहावतें और मुहावरे उपलब्ध हैं।