‘‘राम मंदिर के अधिकार के लिए प्रार्थना करो
चौबीस सितंबर को कोर्ट का फ़ैसला है
सभी हिंदू भाई से प्रार्थना की उम्मीद है
इस मैसेज को आग की तरह फैला दो
जो हिंदू राम का नहीं वो किसी काम का नहीं
‘जय श्री राम‘।’’
‘‘मुसलमानों सब्र करो वह वक़्त अब क़रीब है
जब बाबरी मस्जिद में राम भी नमाज़ पढ़ेगा
इस मैसेज को आगे के मुसलमानों को फारवर्ड करो
अल्लाह उसका अज़र तुम्हें देगा
अल्लाह हो अकबर ख़ुदा हाफ़िज़।’’
‘‘ओ दीदी प्याज दो न
रोटी लेके आए हैं, सब्जी नईं हैं हमारे पास
यहीं पीछे वाली बिल्डिंग में काम कर रहे हैं
दो न, एक प्याज दो न।’’
तीसरा एस.एम.एस. बनकर ठिठकी खड़ी है वो
क्या करूँ
पहले इसे प्याज दूँ या
तीसरा एस.एम.एस. बनाकर कर दूँ फ़ॉरवर्ड।
‘‘ram mandir ke adhikar ke liye pararthna karo
chaubis sitambar ko court ka faisla hai
sabhi hindu bhai se pararthna ki ummid hai
is message ko aag ki tarah phaila do
jo hindu ram ka nahin wo kisi kaam ka nahin
‘jay shri ram‘ ’’
‘‘musalmanon sabr karo wo waqt ab qarib hai
jab babari masjid mein ram bhi namaz paDhega
is message ko aage ke musalmanon ko pharwarD karo
allah uska azar tumhein dega
allah ho akbar khuda hafiz ’’
‘‘o didi pyaj do na
roti leke aaye hain, sabji nain hain hamare pas
yahin pichhe wali bilDing mein kaam kar rahe hain
do na, ek pyaj do na ’’
tisra s em s bankar thithki khaDi hai wo
kya karun
pahle ise pyaj doon ya
tisra s em s banakar kar doon faurwarD

स्रोत :
रचनाकार : नीलेश रघुवंशी
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.