सावन में
हरे रंग की चादर लपेटे धरती
गेरूआ ओढ़े आसमान को
बारिश की फुहार में
एकाकार होने के लिए कहती है
आसमान कभी मना नहीं करता
जानती हो क्यों?
क्योंकि प्रकृति रंगों में भेद नहीं करती है
हमें सीखना है
प्रेम इन बादलों से
झीलों से
नदियों और पहाड़ों से।
एक तरफ़
जहाँ हम रहते हैं
वहाँ अक्सर नफ़रत
प्रेम का गला घोंट देती है
वहाँ जब कभी
हरा और गेरूआ रंग
दो क़दम साथ चलने की सोचते भी हैं
इंसानी नफ़रत से उपजा
तीसरा रंग,
सैकड़ों मासूमों के लहू का लाल रंग
दीवारों पर छिटकता है
जो ताउम्र
प्रेमियों की आँखों में चुभता रहता है।
sawan mein
hare rang ki chadar lapete dharti
gerua oDhe asman ko
barish ki phuhar mein
ekakar hone ke liye kahti hai
asman kabhi mana nahin karta
janti ho kyon?
kyonki prakrti rangon mein bhed nahin karti hai
hamein sikhna hai
prem in badlon se
jhilon se
nadiyon aur pahaDon se
ek taraf
jahan hum rahte hain
wahan aksar nafar
prem ka gala ghot deti hai
wahan jab kabhi
hara aur gerua rang
do qadam sath chalne ki sochte bhi hai
insani nafar se upja
tisra rang,
saikDon masumon ke lahu ka lal rang
diwaron par chhitakta hai
jo taumr
premiyon ki ankhon mein chubhta rahta hai
sawan mein
hare rang ki chadar lapete dharti
gerua oDhe asman ko
barish ki phuhar mein
ekakar hone ke liye kahti hai
asman kabhi mana nahin karta
janti ho kyon?
kyonki prakrti rangon mein bhed nahin karti hai
hamein sikhna hai
prem in badlon se
jhilon se
nadiyon aur pahaDon se
ek taraf
jahan hum rahte hain
wahan aksar nafar
prem ka gala ghot deti hai
wahan jab kabhi
hara aur gerua rang
do qadam sath chalne ki sochte bhi hai
insani nafar se upja
tisra rang,
saikDon masumon ke lahu ka lal rang
diwaron par chhitakta hai
jo taumr
premiyon ki ankhon mein chubhta rahta hai
स्रोत :
रचनाकार : आशीष यादव
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.