पुनिया जैसी छोहरिया तो कहीं नहीं है, कहीं नहीं है।
पुनिया मेरी मुझे कभी फिर नहीं मिलेगी, नहीं मिलेगी।
छाती पर कंठी गुरिया की
बालों में गूँथे फूल।
पलक उठाकर देखा तो
हो सोने की बरसात।
पुनिया जैसी छोहरिया तो कहीं नहीं है, कहीं नहीं है।
पुनिया मेरी मुझे कभी फिर नहीं मिलेगी, नहीं मिलेगी।
तिल छोटा है कपोल पर
कहते बनता नहीं लाख पर
बस एक मुस्कुराहट ही सुन
हज़ारों वज्र वैदूर्य की।
पुनिया जैसी छोहरिया तो कहीं नहीं है, कहीं नहीं है।
पुनिया मेरी मुझे कभी फिर नहीं मिलेगी, नहीं मिलेगी।
कभी-कभी पद गाती है तो
पाप दूर हो जाएँ।
कभी कहानी कहती है तो
जुग-जुग तक रह जाए।
पुनिया जैसी छोहरिया तो कहीं नहीं है, कहीं नहीं है।
पुनिया मेरी मुझे कभी फिर नहीं मिलेगी, नहीं मिलेगी।
अँधियारी सारी बगिया में
पिछवाड़ा भी तममय है
जीमन को चल पड़े उधर तो
धक-धक खाता दिल भय है
पुनिया जैसी छोहरिया तो कहीं नहीं हैं, कहीं नहीं है।
पुनिया मेरी मुझे कभी फिर नहीं मिलेगी, नहीं मिलेगी।
शान बढ़ाती, रंग चढ़ाती
राजा के भी रंग महल में
पुनिया मेरी निगल गई जो
मेरा धन मेरा दिल पल में
पुनिया जैसी छोहरिया तो कहीं नहीं है, कहीं नहीं है।
पुनिया मेरी मुझे कभी फिर नहीं मिलेगी, नहीं मिलेगी।
puniya jaisi chhohariya to kahin nahin hai, kahin nahin hai.
puniya meri mujhe kabhi phir nahin milegi, nahin milegi॥
chhati par kanthi guriya ki
balon mein gunthe phool.
palak uthakar dekha to
ho sone ki barsat.

til chhota hai kapol par
kahte banta nahin laakh par
bus ek muskurahat hi sun
hazaron vajr vaidury ki.

kabhi kabhi pad gati hai to
paap door ho jayen.
kabhi kahani kahti hai to
jug jug tak rah jaye.

andhiyari sari bagiya mein
pichhvaDa bhi tammay hai
jiman ko chal paDe udhar to
dhak dhak khata dil bhay hai
puniya jaisi chhohariya to kahin nahin hain, kahin nahin hai.

shaan baDhati, rang chaDhati
raja ke bhi rang mahl mein
puniya meri nigal gai jo
mera dhan mera dil pal mein
puniya jaisi chhohariya to kahin nahin hai, kahin nahin hain.

स्रोत :
पुस्तक : आधुनिक तेलुगु कविता (प्रथम भाग)
रचनाकार : नंडूरि वेंकटसुब्बाराव
प्रकाशन : आंध्र प्रदेश साहित्य अकादमी
संस्करण : 1969
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.