वह बगुला जिसने बताया था मछलियों को
कुछ दिनों बाद तालाब का पानी सूख जाएगा
आँखों को बंदकर
इक पैर पर खड़े ध्यानमग्न बगुले को देखकर
मछलियों ने विचार किया
ये बगुला है मगर,
इसके गुण-ढंग बगुलों से नहीं
हिम्मत कर पास जाकर
मुस्कुराती इक मछली ने पूछा
अब इसका उपाय बताएँ
उसने मछली को पुचकारा और बताया कि
पास ही पानियों से
लबाबब भरा एक-दूसरा तालाब है
तुम सब एक-एक कर आना
मैं तुम्हें वहा पहुँचा दूँगा
फिर एक-एक कर
मछली ख़ुशी-ख़ुशी उसके पास पहुँचती चली गई
कहानी मे जो पात्र मक्कार था
आजकल संसद की सदस्यता
हासिल है उसे...
wo bagula jisne bataya tha machhaliyon ko
kuch dinon baad talab ka pani sookh jayega
ankhon ko band kar
ik pair par khaDe dhyanamagn bagule ko dekhkar
machhaliyon ne vichar kiya
ye bagula hai magar,
iske gun Dhang bagulon se nahin
himmat kar paas jakar
muskurati ik machhli ne puchha
ab iska upaay batayen
usne machhli ko puchkara aur bataya ki
paas hi paniyon se
lababab bhara ek dusra talab hai
tum sab ek ek kar aana
main tumhein vaha pahuncha dunga
phir ek ek kar
machhli khushi khushi uske paas pahunchti chali gai
kahani mae jo paatr makkar tha
ajkal sansad ki sadasyata
hasil hai use. . .
wo bagula jisne bataya tha machhaliyon ko
kuch dinon baad talab ka pani sookh jayega
ankhon ko band kar
ik pair par khaDe dhyanamagn bagule ko dekhkar
machhaliyon ne vichar kiya
ye bagula hai magar,
iske gun Dhang bagulon se nahin
himmat kar paas jakar
muskurati ik machhli ne puchha
ab iska upaay batayen
usne machhli ko puchkara aur bataya ki
paas hi paniyon se
lababab bhara ek dusra talab hai
tum sab ek ek kar aana
main tumhein vaha pahuncha dunga
phir ek ek kar
machhli khushi khushi uske paas pahunchti chali gai
kahani mae jo paatr makkar tha
ajkal sansad ki sadasyata
hasil hai use. . .
स्रोत :
रचनाकार : गुंजन उपाध्याय पाठक
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.