उड़ रहे हो, देख रहा हूँ, तुम्हारा उड़ना
यह कैसी उड़ान है—हठात् की, आश्चर्य की
वस्तुतः तुम्हें उड़ते-उड़ते
देखना चाहता हूँ
ऊपर और ऊपर, पर
ऊपर से बहुत ऊपर नहीं!
आसमान पर पहुँच रहे हो उड़कर
अनभिज्ञ थे आसमान से तुम भी
अनुमान कर न सका
त्रास है मुझमें
कि इस वक्त तुम्हें क्यों
सूक्ष्म से अतिसूक्ष्म देख रहा हूँ!
वह आसमान ही वैसा है
यथार्थ और सम्पन्न ही,
कह नहीं सकता
यह कैसा भय उभरता है
पंख की तरह मेरे भीतर
कि तुम्हें पंख देकर क्यों उड़ा ले गया!
किसने दी हिम्मत उड़ने की!!
उड़ान की भी रफ्तार होती है
होती है उड़ान की भी सरहद
तुम उड़कर आसमान को पार कर
जाने पर भी
ख़ुशी नहीं है मुझे
संत्रास तो इस बात का है
कि यहाँ से उड़ा ले जाने वाले
उड़ने वाले
आसमान पर पहुँचने पर उन्हें
बाज और चील की तरह देखता हूँ
और उन बाजों और चीलों के पंख
आसमान में आसमान के जब्त करने पर।
सच, वह ऐसी हालत में गिरा है
जहाँ वह
अपना चेहरा जब्त कर
खड़े होने की स्थिति में'
क्षत-विक्षत चेहरों की दुकान पर
उधार चेहरा खरीद रहा है
खरीद रहा है!
यूँ तो तुम्हारी उड़ान से
संतुष्ट नहीं हूँ मैं
उड़ने से पहले तुम्हारी आतुरता देखकर
पूछना ही भूल गया हूँ—
ऐसी उड़ान के लिए पंख
किसने दिये तुम्हें?
क्यों दिये?
पंख देकर फिर तुम्हें ही क्यों
उड़ा ले गया?
उड़ते वक्त चुपचाप उड़ने का साहस
तुम्हें किसने दिया? किसने दिया?
uD rahe ho, dekh raha hoon, tumhara uDna
ye kaisi uDan hai hathat ki, ashchary ki
wastut tumhein uDte uDte
upar aur upar, par
dekhana chahta hoon
upar se bahut upar nahin!
asman par pahunch rahe ho uDkar a
nabhigya the asman se tum bhi
anuman kar na saka
tras hai mujhmen
ki is wakt tumhein kyon
sookshm se atisukshm dekh raha hoon!
wo asman hi waisa hai
yatharth aur sampann hi,
kah nahin sakta
ye kaisa bhay ubharta hai
pankh ki tarah mere bhitar
ki tumhein pankh dekar kyon uDa le gaya!
kisne di himmat uDne kee!!
uDan ki bhi raphtar hoti hai
hoti hai uDan ki bhi sarhad
tum uDkar asman ko par kar
jane par bhi
khushi nahin hai mujhe
santras to is baat ka hai
ki yahan se uDa le jane wale
uDnewale
asman par pahunchne par unhen
baz aur cheel ki tarah dekhta hoon
aur un bajon aur chilon ke pankh
asman mein asman ke jabt karne par
sach, wo aisi haalat mein gira hai
jahan ye
apna chehra jabt kar
kshat wikshat chehron ki dukan par
udhaar chehra kharid raha hai
kharid raha hai!
yoon to tumhari uDan se
santusht nahin hoon main
uDne se pahle tumhari aturta dekhkar
puchhna hi bhool gaya hoon—
aisi uDan ke liye pankh
kisne diye tumhein?
kyon diye?
pankh dekar phir tumhein hi kyon
uDa se gaya?
uDte wakt chupchap uDne ka sahas
tumhein kisne diya? kisne diya?
uD rahe ho, dekh raha hoon, tumhara uDna
ye kaisi uDan hai hathat ki, ashchary ki
wastut tumhein uDte uDte
upar aur upar, par
dekhana chahta hoon
upar se bahut upar nahin!
asman par pahunch rahe ho uDkar a
nabhigya the asman se tum bhi
anuman kar na saka
tras hai mujhmen
ki is wakt tumhein kyon
sookshm se atisukshm dekh raha hoon!
wo asman hi waisa hai
yatharth aur sampann hi,
kah nahin sakta
ye kaisa bhay ubharta hai
pankh ki tarah mere bhitar
ki tumhein pankh dekar kyon uDa le gaya!
kisne di himmat uDne kee!!
uDan ki bhi raphtar hoti hai
hoti hai uDan ki bhi sarhad
tum uDkar asman ko par kar
jane par bhi
khushi nahin hai mujhe
santras to is baat ka hai
ki yahan se uDa le jane wale
uDnewale
asman par pahunchne par unhen
baz aur cheel ki tarah dekhta hoon
aur un bajon aur chilon ke pankh
asman mein asman ke jabt karne par
sach, wo aisi haalat mein gira hai
jahan ye
apna chehra jabt kar
kshat wikshat chehron ki dukan par
udhaar chehra kharid raha hai
kharid raha hai!
yoon to tumhari uDan se
santusht nahin hoon main
uDne se pahle tumhari aturta dekhkar
puchhna hi bhool gaya hoon—
aisi uDan ke liye pankh
kisne diye tumhein?
kyon diye?
pankh dekar phir tumhein hi kyon
uDa se gaya?
uDte wakt chupchap uDne ka sahas
tumhein kisne diya? kisne diya?
स्रोत :
पुस्तक : इस शहर में तुम्हें याद कर (पृष्ठ 26)
रचनाकार : वीरभद्र कार्कीढोली
प्रकाशन : राजकमल प्रकाशन
संस्करण : 2016
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.