हे प्रभु, तुम्हारा ऐश्वर्य विभूति राजपद सम्मान गौरव
मुझे नहीं चाहिए। दरिद्रता का भिक्षापात्र ही मेरा अतुल वैभव है॥
सयम का कंठहार मैं अत्यंत तुच्छ समझता हूँ।
अत: उसे गले नहीं लगाऊँगा। अपमान अपयश लांछना
बड़े आग्रह के साथ शिरोधार्य कर लूँगा॥
मेरे इस हृदय में उच्चाकांक्षा नहीं है। मुझे सबसे
छोटा बना दो! उसी तरह जैसे मैदान के बीच पत्र-पुष्प-फलहीन
वृक्ष अकेला खड़ा रहता है॥
हे प्रभु, दो दिन के सुख की सामग्रियाँ या तुम्हारी पार्थिव
संपदा मुझे नहीं चाहिए। क्योंकि ये सभी बीच रास्ते में ही
मुझे अकेला छोड़कर कभी-न-कभी चली जाएँगी॥
मुझे सुंदर शरीर कमनीय कांति दाँव-पेंच आनंद
विलास नहीं चाहिए। ये सभी मोह के विकार है—रूप की
छलनाएँ मात्र हैं—उन्हें पाने की मेरी अभिलाषा नहीं है॥
पियाची कामना को मैंने बहुत दूर भगा दिया है। उसने मुझे
बहुत से दुख दिए हैं। उस राक्षसी के विकराल मुख का स्मरण
होते ही मेरा शरीर सिहर उठता है॥
अभाव की यत्रणाएँ भोगकर चिरदिन में चिरदुखी बनकर
रहूँगा। परंतु सम्मुख में धन का जो अंधकूप है उसमें मेरे पैर
न फिसलने पाएँ॥
यद्यपि भ्रम में हलाहल पीते हुए मेरा हृदय भी काला हो जाए,
फिर भी मैं उसे चुपचाप सहूँगा। संसार में और भी जितनी
ज्वालाएँ हैं, मुझे दे दो॥
इस दग्ध हृदय में शत-शत वृश्चिक दंशन भोग रहा हूँ
और भोगता रहूँगा। फिर भी दुख नहीं करूँगा। तुम्हारे
पास रहकर सदा आनंद में मग्न रहूँगा॥
मेरे मुँह की हँसी यदि न रहे और आशा की लता अगर टूट
भी जाए—तब भी मुझे सांत्वना देने वाले विषाद के आँसू
मेरे साथी रहेंगे॥
आशा-सुख शांति-भ्रम वासना-तृप्ति ये सभी मृगतृष्णाएँ
हैं। बहुरूपी बनकर ये मुझे सिर्फ़ धोखा देती हैं और अंतर में
भ्रम उत्पन्न करती हैं॥
इसलिए, मैं सुख नहीं चाहता, प्रकाश मुझे नहीं चाहिए
और उसकी याचना भी नहीं करूँगा। सभी प्यारी वस्तुओं को
मैंने फेंक दिया है—मेरे लिए तो अंधकार ही अच्छा है॥
चाहे कितने ही दुख-दन्य मेरे कंधों पर क्यों न लाद दो,
मन में दुख नहीं करूँगा। इन सबको तुम्हारी विभूति
समझकर उन सबको सहता जाऊँगा॥
सुख-दुख हास्य-अश्रु हर्ष या विषाद—सभी कुछ तुमसे ही
उद्भव होते हैं तुममें ही मय भी होते हैं। जीवन का अनुकूल-प्रतिकूल
सब कुछ तुम्हीं हो—मैं सभी में तुम्हारा ही दर्शन करता हूँ॥
हे दयामय! तुमसे मैं एक भिक्षा माँगता हूँ—मुझे
आश्वासन दो—पत्थर की लकीर की तरह तुम्हारे प्रति मेरा
अटल विश्वास चिरकाल तक बना रहे॥
he prabhu, tumhara aishvaryan vibhuti rajapad samman gaurav mujhe nahin chahiye.
daridrata ka bhikshapatr hi mera atul vaibhav hai॥
sayam ka kanthhar mein atyant tuchchh samajhta hoon.
(atah use) gale nahin lagaunga.
apman apyash lanchhan baDe agrah ke saath shirodhary kar lunga॥
mere is hirdai mein uchchakanksha nahin hai.
mujhe sabse chhota bana do! usi tarah jaise maidan ke beech patr pushp
phashin vriksh akela khaDa rahta hai॥
he prabhu do din ke sukh ki samagriyan ye tumhari parthiv sampada mujhe nahin chahiye.
kyonki ye sabhi beech raste mein hi mujhe akela chhoDkar kabhi na kabhi chali jayengi॥
mujhe sundar sharir kamniy kanti daanv pench anand vikas nahin chahiye.
ye sabhi moh ke vikar hai—rup ki chhalnayen maatr hai unhen pane ki meri abhilasha nahin hai॥
piyashi kamna ko mainne bahut door bhaga diya hai usne mujhe bahut se duhakh diye hain.
us rakshsi ke vikral mukh ka smarn hote hi mera sharir sihar uthta hai॥
abhav ki yatrnayen bhogkar chirdin mein chiradukhi bankar rahunga.
parantu sammukh mein ghan ka jo andhkup hai usmen mere pair na phisalne payen॥
yadyapi bhram halahal pite hue mera hirdai bhi kala ho jaye, phir bhi mein use chupchap sahunga.
sansar mein aur bhi jitni jvalayen hai mujhe de do॥
is dagdh hirdai mein shat shat vrishchik danksham bhog raha hoon aur bhogta rahunga.
phir bhi duhakh nahin karunga. tumhare paas rahkar sada anand mein magn rahunga॥
mere munh ki hansi yadi na rahe aur aasha ki lata magar toot bhi jaye—
tab bhi mujhe santvana dene vale vishad ke ansu mere sathi rahenge॥

स्रोत :
पुस्तक : कवि-श्री माला (पृष्ठ 39)
रचनाकार : कवि के साथ संपादक-अनुवादक परेश चंद्र शर्मा और लोकनाथ मराली
प्रकाशन : राष्ट्रभाषा प्रचार समिति, वर्धा
संस्करण : 1962
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.